SEARCH RESULTS
Showing search results for "abe-tabe"
Nazm MATCHES FOR "abe-tabe"
Nazm
dharti par kya kam hai
daanaa ghar me.n khaa lo dugnaa
dekho ab taare mat chugnaa
Muzaffar Hanfi
Nazm
munajat-e-bewa
dukh me.n tasallii dene vaale
jab ab tab tujh saa nahii.n ko.ii
Altaf Hussain Hali
Nazm
bulbul aur gulab
is shaan is aab-o-taab ke phuul
dilchasp bahut hai.n rang tere
Seemab Akbarabadi
Nazm
doshiza malan
lo pau phaTii vo chhup ga.ii taaro.n kii anjuman
lo jaam-e-mahr se vo chhalakne lagii kiran
Kaifi Azmi
Nazm
roTiyan
is nuur ke sabab nazar aatii hai.n roTiyaa.n
aave tave tanuur kaa jis jaa zabaa.n pe naam
Nazeer Akbarabadi
Nazm
khilta hua gulab hai 26 january
ik jashn-e-aab-o-taab hai chhabbiis january
khiltaa hu.aa gulaab hai chhabbiis january
Shaukat Pardesi
Nazm
mujhe wirsa nahin mila
use vaqaar bhii diyaa gayaa thaa iKHtiyaar bhii
use taale lagaane kii na aadat thii na zaruurat
Hamida Shaheen
Nazm
hinDola
shuruu.a hii se the maujuud aab-o-taab ke saath
mire mizaaj me.n pinhaa.n thii ek jadaliyyat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zaKHm-e-tamanna
doshiizgii kaa KHvaab bahaaro.n kii aab-o-taab
har pa.nkhu.Dii nazaakat-o-nuz.hat liye hu.e
Junaid Hazin Lari
Nazm
aaKHir-e-shab
vo muskuraa.e taraane vo jagmagaa.e kaduu
ye aab-o-taab na thii niim-vaa shaguufo.n me.n
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
kuchh lafz the
miT ga.ii pahchaan KHuun-o-zisht kii
u.D ga.ii miTTii se aab-o-taab-e-shab
Ghulam Husain Sajid
Nazm
KHuddari
qalb meraa daulat-e-ehsaas kho saktaa nahii.n
aab-o-taab-e-zar me.n KHuddaarii Dubo saktaa nahii.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
aazadi ke baad
har taraf phailaa.e.nge 'ilm-o-hunar kii raushnii
san'ato.n ko baKHsh de.nge aab-o-taab-e-zindagii