SEARCH RESULTS
Showing search results for "anwaar ali akhtar ebooks"
Nazm MATCHES FOR "anwaar ali akhtar ebooks"
Nazm
andar ka shaitan
ik hayuulaa mire ehsaas me.n poshiida hai
gaahe-gaahe jo ubhar aataa hai shaitaa.n ban kar
Akhtar Bastavi
Nazm
aaKHiri peD kab girega
zamii.n kii ye qaus jis pe tuu muztarib kha.Dii hai
ye raasta jis pe mai.n tire intizaar me.n huu.n
Akhtar Husain Jafri
Nazm
main jina chahta hun magar
mai.n jiinaa chaahtaa huu.n
magar kii.De-mako.Do.n aur be-maaya maKHluuqaat kii tarah
Yusuf Taqi
Nazm
ai farangi
ai fara.ngii kabhii sochaa hai ye dil me.n tuu ne
aur ye soch ke kuchh tujh ko hayaa bhii aa.ii
Mela Ram Wafa
Nazm
tariKH ke murda-KHane se
naarii aur shuudar ko samaan samajhne vaale mahaa-puruush
itihaas ke panno.n me.n kho ga.e hai.n
Shahnaz Nabi
Nazm
ai gham-e-dil kya karun
itnii guzrii hai giraa.n chiizo.n kii arzaanii mujhe
ho gayaa hai taaza saudaa-e-Gazal-KHvaanii mujhe
Syed Mohammad Jafri
Nazm
zaban jis ko har ek bole usi ka nam hai urdu
zabaa.n jis ko har ik bole usii kaa naam hai urdu
zabaan-e-sher me.n fitrat kaa ik in.aam hai urdu
Majid-ul-Baqri
Nazm
mehman-dari
phailii hai fazaa.o.n me.n KHushii merii nazar kii
ha.nstii nazar aatii hai.n fazaa.e.n mire ghar kii
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
lashkar-e-hind
jaa.o ai naaz-e-vatan dhaak biThaa kar aanaa
'azmat-e-qaum pe KHuun apnaa bahaa kar aanaa
Gulzar Dehlvi
Nazm
jahan dariya utarta hai
1
sarishk-e-KHuu.n ruKH-e-mazmuun pe chaltaa hai to ik rasta
Akhtar Husain Jafri
Nazm
chhabbis january
ye daur-e-nau-mubaarak farKHanda-aKHtarii kaa
jamhuuriyat kaa aaGaaz anjaam qaisarii kaa