SEARCH RESULTS
Showing search results for "arfaa"
Nazm MATCHES FOR "arfaa"
Nazm
gandhi
vo jis ne karo.Do.n ke kaaTe hai.n band
vo arfa.a vo a.alaa vo sab se buland
Arsh Malsiyani
Nazm
mubarak wo saat
raushnii mujh pe chamkii
mere dil pe dhartii ne aur us ke arfa.a mazaahir ne apnii mohabbat raqam kii
Shakeb Jalali
Nazm
ajab kya
ki aksar KHayaalaat-e-arfa.a
pahan kar ajab pairahan aur naa-KHuubsuurat mazaahir ke hamraah
Krishna Mohan
Nazm
KHwab-e-bedari
sachchii aa.nkho.n vaale naazir
aab-KHoro.n se tuluu.a-e-fahm kaa arfa.a karishma dekhte hai.n
Khawar Naqeeb
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
girya-e-sarshaar se buniyaad-e-jaa.n paa.inda hai
dard ke irfaa.n se aql-e-sa.ng-dil sharminda hai
Allama Iqbal
Nazm
online aashiq
net iijaad hu.aa hijr ke maaro.n ke liye
search engine hai ba.Dii chiiz ku.nvaaro.n ke liye
Khalid Irfan
Nazm
hasan kuza-gar (4)
kis se iifaa hu.e andoh ke aadaab kabhii
aarzu.e.n kabhii paayaab to saryaab kabhii
Noon Meem Rashid
Nazm
yaksui
vo hasii.n ahd jo sharminda-e-iifaa na hu.aa
us hasii.n ahd kaa mafhuum jataatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
kyuu.n gunahgaar banuu.n visa-faraamosh rahuu.n
kab talak KHauf-zada suurat-e-KHargosh rahuu.n
Khalid Irfan
Nazm
KHwab-e-sahar
aadmii minnat-kash-e-arbaab-e-irfaa.n hii rahaa
dard-e-insaanii magar mahruum-e-darmaa.n hii rahaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ustad hamare
in hii kii hai ta.aliim jo irfaan-e-KHudaa hai
in hii se mo.attar hu.e afkaar hamaare
Mohammad Asadullah
Nazm
KHuda ki shan
mai.n ho gayaa jo shifaayaab vo Thikaane lagaa
buKHaar merii jagah doctor ko aane lagaa