SEARCH RESULTS
Showing search results for "as.haab"
Nazm MATCHES FOR "as.haab"
Nazm
imtihan
ho gayaa huu.n is liye bad-naam mai.n as.haab me.n
out kar Daalaa hai paper aalam-e-asbaab me.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
KHakam-ba-dahan
mai.n aazim-e-mai-KHaanaa thii kal raat ki dekhaa
ik kuucha-e-pur-shor me.n as.haab-e-tariiqat
Fahmida Riaz
Nazm
dar-madh-am
dil ne kahaa ki KHair tujhe kyaa javaab duu.n
jab ash.hab-e-qalam hii tiraa be-lagaam hai
Khalid Mahmood
Nazm
yaad-e-ahbab
ahbaab mehr-gustar as.haab ruuh-parvar
diidaar kab tumhaaraa hogaa hame.n mayassar
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
tere baad
pahle marGuub the daanish-var-o-chaalaak as.haab
bhole-bhaalo.n pe lagii hone fidaa tere baad
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
nizam-e-shamsi
hai.n kavaakib ke bhii kuchh taabe nujuum
kah rahe hai.n aisaa as.haab-e-uluum
Ansar Ahmad
Nazm
bachchon ki dua
mai.n rahuu.n duur buraa.ii se amal nek karuu.n
jo hai as.haab kii allaah vo siirat de de
Saeed Ahmad Saeed Kadwi
Nazm
jawab-e-shikwa
baada-aashaam na.e baada nayaa KHum bhii na.e
haram-e-kaaba nayaa but bhii na.e tum bhii na.e
Allama Iqbal
Nazm
lauh-o-qalam
asbaab-e-Gam-e-ishq baham karte rahe.nge
viiraani-e-dauraa.n pe karam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
urdu
urdu hai miraa naam mai.n 'KHusrav' kii pahelii
mai.n 'miir' kii hamraaz huu.n 'Gaalib' kii sahelii
Iqbal Ashhar
Nazm
mauzu-e-suKHan
apne afkaar kii ash.aar kii duniyaa hai yahii
jaan-e-mazmuu.n hai yahii shaahid-e-ma.anii hai yahii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
26 january
daulat ba.Dhii to mulk me.n iflaas kyuu.n ba.Dhaa
KHush-haalii-e-avaam ke asbaab kyaa hu.e