SEARCH RESULTS
Showing search results for "ashok-o-akbar-o-chishtii-o-naanak-o-gaa.ndhii"
Nazm MATCHES FOR "ashok-o-akbar-o-chishtii-o-naanak-o-gaa.ndhii"
Nazm
ye sar-zamin-e-watan
ashok-o-akbar-o-chishtii-o-naanak-o-gaa.ndhii
har ik varaq hai na.ii daastaa.n mohabbat kii
Rifat Sarosh
Nazm
mera hindostan
ye hai meraa vatan meraa hindostaa.n
chishtii-o-naanak-o-gautam-o-raam kii
Murtaza Sahil Tasleemi
Nazm
ye nafraten kyon
jahaa.n se tafarqa-baazii kaa har chalan miT jaa.e
'ashok'-o-'akbar'-o-'gautam' ne farq kab rakkhaa
Malika Naseem
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
zamiin naanak-o-chishtii pukaartii hai tumhe.n
dayaar-e-budh kii tajallii pukaartii hai tumhe.n
Nazish Partap Gadhi
Nazm
hindu muslim
ko.ii phir akbar-o-naanak kii ruuho.n ko jagaa detaa
kabiir-o-jaa.isii ke raag phir ko.ii sunaa detaa
Syed Mehdi Husain Rizvi
Nazm
naghma-e-watan
amn kii mumlikat aashtii kii zamii.n
naanak aur chishtii-o-kirshn jii kii zamii.n
Abrar Kiratpuri
Nazm
hinDola
'rahiim' 'nanak' o 'chaitanya' aur 'chishti' ne
inhii.n fazaa.o.n me.n bachpan ke din guzaare the
Firaq Gorakhpuri
Nazm
qadam mila ke chalo
dilo.n me.n hubb-e-vatan kaa diyaa jalaa ke chalo
kabiir-o-naanak ho chishtii kii yaadgaar ho tum
Syeda Farhat
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
chishtii ne jis zamii.n me.n paiGaam-e-haq sunaayaa
naanak ne jis chaman me.n vahdat kaa giit gaayaa
Allama Iqbal
Nazm
mera watan
gautam hu.e ki naanak kaakii hu.e ki chishtii
loadii hu.e ki tuGlaq sayyad hu.e ki KHiljii
Ahmad Azimabadi
Nazm
zindabaad ai watan
zindaabaad ai vatan zindaabaad ai vatan
tujh se aabaad hai zindagii kaa chaman
Fazal Haq Azimabadi
Nazm
pyara watan hamara
larzaa thaa jis ke bachcho.n kaa naam sun ke aalam
hotaa thaa jin ke aage shero.n kaa KHatm dam-KHam
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
ishq-e-na-tamam
kaun kahtaa hai ham tum judaa ho ga.e
zindagii se achaanak KHafaa ho ga.e