SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-khudaa"
Nazm MATCHES FOR "ba-khudaa"
Nazm
yaad-e-ahbab
ik rind-e-paarsaa thaa ik mard-e-baa-KHudaa thaa
mahfil me.n dostii kii ik yaar-e-baa-vafaa thaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
do-aba bast jalandhar
zindagii kii Doltii kashtii ke kitne naaKHudaa
kitne mardaan-e-haqiiqat kosh kitne baa-KHudaa
Arsh Malsiyani
Nazm
lashkar-e-hind
KHatm tausii'-pasando.n kii jafaa kar denaa
hind ke naam ko raushan ba-KHudaa kar denaa
Gulzar Dehlvi
Nazm
qaum se KHitab
tere jo aa'maal hai.n vo hai.n riyaa ke vaaste
baa-KHudaa tujh me.n nahii.n ko.ii KHudaa ke vaaste
Ameen Salaunvi
Nazm
dard-e-dil
dil miraa daulat-e-duniyaa kaa talabgaar nahii.n
ba-KHudaa KHaak-nashiinii se mujhe aar nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
faryaadat
ik husn-e-dakan thaa jo nigaaho.n se na chhuuTaa
har husn ko varna ba-KHudaa chho.D ga.e ham
Jagan Nath Azad
Nazm
dil
ye sach hai dil vo KHuub hai jo baa-KHudaa rahe
yuu.n bhii magar hu.aa hai KHudaa ho gayaa hai dil
Jaleel Qidwai
Nazm
ghaalib
ik sadii baad khulaa ham pe tafakkur teraa
aa.nkh pechiida KHayaalo.n kii taho.n tak pahu.nchii
Shuja Farrukhi
Nazm
tamanna
detii hai be-KHudii shauq pe aa kar dastak
hone vaalii ko ye kahtii hai na ho duur bhaTak