SEARCH RESULTS
Showing search results for "baa-sad"
Nazm MATCHES FOR "baa-sad"
Nazm
nai sadi tujhe shair salam kahta hai
ba-sad-KHuluus ba-sad-ehtiraam kahtaa hai
na.ii sadii tujhe shaa.ir salaam kahtaa hai
Nazir Fatehpuri
Nazm
shikast
teraa saudaa.ii tire paas ba-sad-ijz-o-niyaaz
daaG-e-dil apne dikhaane ko chalaa aaya thaa
Niyaz Gulbargavi
Nazm
pahla jashn-e-azadi
ba-sad Guruur-o-adaa KHanda-zan hai garduu.n par
zamiin-e-hind ki jolaa-nigah Gazaalaa.n hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
id
lo iid aa.ii ai dil ba-sad shaan-o-shaukat
KHushii har taraf har taraf hai masarrat
Naseem Fatima Nazar lakhnavi
Nazm
allahabad se
ba-sad aavaargii yaa sad tabaahii
ba-sad KHaana-KHaraabii aa gayaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
ba-sad-shauq dau.De ba-sad-ijz aa.e
magar barq o aatish ke saa.e me.n ai dil
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
''ko.ii ma.ashuuq ba-sad-shaukat-o-naaz aataa hai
surKH bairaq hai samundar me.n jahaaz aataa hai''
Asrarul Haq Majaz
Nazm
yaad ke tohfe
shaam is yaad kii sauGaat ke saath ai hamdam
ba-sad-iisaar-o-KHuluus aur bhii tohfe laa.ii
Kazim Rizvi
Nazm
autograph
ba-sad Guruur kilk-e-gauharii.n phire.n
hasiin jhilmilaahaTo.n ke darmiyaa.n wicket girii
Majeed Amjad
Nazm
ayaadat
biimaar ke qariib ba-sad-shaan-e-ehtiyaat
dildaarii-e-nasiim-e-bahaaraa.n liye hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
koi surat aisi
daastaane.n ki jinhe.n ho.nT na unvaan mile
guu.ndh kar arq-e-nadaamat me.n ba-sad-fan-kaarii
Mohammad Zubair Khalid
Nazm
hikayat-e-shab
ba-sad-naaz-o-andaaz aa.ii.n
abhii is nabiid-e-musaffaa ke do chaar chakkar hu.e the
Partav Rohila
Nazm
gandhi
hu.aa jis ke dam se ba-sad ehtishaam
siyaasat se uu.nchaa sadaaqat kaa naam
Arsh Malsiyani
Nazm
aali-ji ki gum-shuda bayaz
mushaa.eron me.n ba-sad ehtiraam aatii thii
yahii bayaaz musiibat me.n kaam aatii thii
Khalid Irfan
Nazm
phir na aana
ab agar lauT bhii aa.e to ba-sad-‘ijz-o-niyaaz
aur baa.ndhe tar-o-taaza ko.ii paimaan-e-vafaa
Kazim Rizvi
Nazm
ishq-o-dosti
jab pahu.nch jaatii hai us kii tah ko
tab ba-sad faKHr ye samjhaatii hai