SEARCH RESULTS
Showing search results for "bagule"
Nazm MATCHES FOR "bagule"
Nazm
barsat ki bahaaren
kar shor mor bagule jha.Diyo.n kaa mu.nh bulaave.n
pii pii kare.n papiihe me.nDak malaare.n gaave.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
raat aur rail
ik baguule kii tarah ba.Dhtii hu.ii maidaan me.n
ja.ngalo.n me.n aa.ndhiyo.n kaa zor dikhlaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
barkha-rut
tuufaan the aa.ndhiyo.n ke barpaa
uThtaa thaa baguule par baguulaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
diwar
vo baguule vo tuufaa.n vo mahshar bapaa thaa
ki mai.n vo ki jis ke tahammul kii hikmat kii
Sohaib Mugheera Siddiqi
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
mire jahaa.n me.n saman-zaar Dhuu.nDne vaale
yahaa.n bahaar nahii.n aatishii.n baguule hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazm
us ne lailaa kii baate.n
havaa.o.n se baguulo.n se daraKHto.n se aur belo.n se
Vijay Sharma
Nazm
kohre ka khet
is shabnamii dhundalke me.n bagule the yuu.n ravaa.n
maujo.n pe mast ho ke chale.n jaise machhliyaa.n
Kaifi Azmi
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
ye sab kaale par vaale bagule hai.n
jo ha.nste khelte lamho.n ko
Akhtarul Iman
Nazm
kisi bhi samt chala
falak ko o.Dh ke so jaa.uu.ngaa shab me.n
vahaa.n pe pahu.nchaa to vo ret ke baguule the
Gulzar
Nazm
naqqad
zulmat-e-ib.haam me.n parchhaa.ii.n tafsiilaat kii
pech o KHam khaate baguule me.n chamak zarraat kii
Josh Malihabadi
Nazm
id ka mela
bagule kii cho.nch me.n machhlii hai kele ke saath karailaa hai
yaaro ye iid kaa mela hai
Syed Zameer Jafri
Nazm
bagula
dekh vo maidaan me.n hai ik baguulaa be-qaraar
aa.ndhiyo.n kii god me.n ho jaise muflis kaa mazaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
wo ishq jo hum ko lahiq tha
raftaar-e-Gam kii mauj-e-ravaa.n
aavaara baguule yaado.n ke
Sajida Zaidi
Nazm
mere zaKHmi honT
ret dar aa.egii sunsaan shabistaano.n me.n
aur baguule pas-e-diivaar nazar aa.e.nge
Mustafa Zaidi
Nazm
prem bina man suna
halchal mach ga.ii baahar andar
chaaro.n or baguule u.Dte idhar udhar baulaa.e