SEARCH RESULTS
Showing search results for "bagule"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bagule"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
na baguule hai.n na kaa.nTe hai.n na diivaane hai.n
ab to sahraa kaa faqat naam hai sahraa kyaa hai
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
qasr-e-tan ko yuu.n hii banvaa ye baguule 'naasiKH'
KHuub hii naqsha-e-taamiir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bagule"
Ghazal
KHaatir-e-baadiya se dair me.n jaavegii kahii.n
KHaak maanind baguule ke u.Daanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
tumhaare sar pe baguule bhii aa ke chiiKHe.nge
magar bhulaanaa nahii.n merii baat chup rahnaa
Khurshid Talab
Nazm
barsat ki bahaaren
kar shor mor bagule jha.Diyo.n kaa mu.nh bulaave.n
pii pii kare.n papiihe me.nDak malaare.n gaave.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
shabnam ba-gul-e-laala na KHaalii z-adaa hai
daaG-e-dil-e-bedard nazar-gaah-e-hayaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aaj tak us ke ta.aaqub me.n baguule hai.n ravaa.n
abr kaa Tuk.Daa kabhii barsaa thaa registaan par
Shakeb Jalali
Ghazal
mujhe KHizaa.n ke baguule salaam karte hai.n
hayaa-farosh chanaaro.n se khel saktaa huu.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
apne maahaul se the qais ke rishte kyaa kyaa
dasht me.n aaj bhii uThte hai.n baguule kyaa kyaa