SEARCH RESULTS
Showing search results for "bedaarii"
Nazm MATCHES FOR "bedaarii"
Nazm
jawab-e-shikwa
kis qadar tum pe giraa.n sub.h kii bedaarii hai
ham se kab pyaar hai haa.n nii.nd tumhe.n pyaarii hai
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
saltanat aqvaam-e-Gaalib kii hai ik jaaduugarii
KHvaab se be-daar hotaa hai zaraa mahkuum agar
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
mauj ke daaman me.n phir us ko chhupaa detii hai ye
kitnii bedardii se naqsh apnaa miTaa detii hai ye
Allama Iqbal
Nazm
qaht-e-bangal
bedaarii-e-ehsaas hai har samt numaayaa.n
be-taabii-e-arbaabe-e-nazar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Nazm
ittifaqat
zindagii tere liye ras bhare KHvaabo.n kaa hujuum
zindagii mere liye kaavish-e-bedaarii hai:
Noon Meem Rashid
Nazm
mukafat
aziiyato.n se bharii hai har ek bedaarii
muhiib o ruuh-sataa.n hai har ek KHvaab meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
meri shaeri
vo qatra ki sad-aatish-e-mushta.il hai
vo diida ki bedaarii-e-mustaqil hai
Hafeez Jalandhari
Nazm
har-chand meri quwwat-e-guftar hai mahbus
naalaa.n huu.n mai.n bedaarii-e-ehsaas ke haatho.n
duniyaa mire afkaar kii duniyaa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
bedaarii-e-jamhuur kii tasviir yahii hai
aazaadii-e-afraad kii ta.amiir yahii hai
Arsh Malsiyani
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
chashma-e-makr-o-riyaa shahro.n se duur
reg shab-bedaar hai suntii hai har jaabir kii chaap
Noon Meem Rashid
Nazm
kahan hai aa ja
terii furqat dil-e-maayuus pe ik turfa sitam
terii furqat sabab-e-kaavish-o-bedaarii-e-Gam
Shakeel Badayuni
Nazm
main aur tu
vo payambar huu.n ki jis ke dil me.n bedaarii nahii.n
tum mujhe itnii haqaarat se na dekho
Shahzad Ahmad
Nazm
shaer-e-darmanda
tuu ''masarrat'' hai mirii tuu mirii ''bedaarii'' hai
mujhe aaGosh me.n le