SEARCH RESULTS
Showing search results for "bekas"
Nazm MATCHES FOR "bekas"
Nazm
raqib se!
jab kahii.n baiTh ke rote hai.n vo bekas jin ke
ashk aa.nkho.n me.n bilakte hu.e so jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
26 january
be-kas barahnagii ko kafan tak nahii.n nasiib
vo va.ada-haa-e-atlas-o-kim-KHvaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
ramaen ka ek sin
iz.haar-e-be-kasii se sitam hogaa aur bhii
dekhaa hame.n udaas to Gam hogaa aur bhii
Chakbast Braj Narayan
Nazm
munajat-e-bewa
bas vaale hai.n yaa be-bas hai.n
tuu nahii.n jin kaa vo be-kas hai.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
jawan aag
to.D degii ye javaa.n fikr hisaar-e-zindaa.n
jaag uTThe hai.n mire des ke bekas insaa.n
Habib Jalib
Nazm
zalzala
saahab-e-daulat-o-zii-rutba-o-zardaar ho ek
be-navaa Gam-zada-o-bekas-o-laachaar ho ek
Shakeel Badayuni
Nazm
fana
aur ek yuu.n pa.Daa rahaa hai be-kas barhana-tan
kii.De mako.De khaa ga.e dono.n ke tan-badan
Nazeer Akbarabadi
Nazm
zaifa
aah ai be-kas za.iifa Gam kii ta.Dpaa.ii hu.ii
ai zamaane kii jhinjho.Dii zar kii Thukraa.ii hu.ii
Josh Malihabadi
Nazm
aaKHiri raat
dikhaa dii aag aivaano.n ko mazluumii kii aaho.n ne
uThaa.e shola-haa-e-aatshii.n bekas nigaaho.n ne
Hafeez Jalandhari
Nazm
adl-e-jahangiri
ek mujrim hai ki jis kaa ko.ii haamii na shafii
ek bekas hai ki jis kaa na ko.ii ghar na vatan
Shibli Nomani
Nazm
aarzu rahiba hai
aarzuu raahiba hai be-kas-o-tanhaa-o-hazii.n
aarzuu raahiba hai umr guzaarii jis ne
Noon Meem Rashid
Nazm
holi khelne ki farmaish par
phir badalne hai.n mujhe bekas-o-majbuur ke bhaag
aaj bhii Daste hai.n naadaar ko zardaar ke naag
kanval Dibaivi
Nazm
sahaara DhunDta hun
vo bekas huu.n ki har ik mauj-e-Gam me.n
masarrat kaa kinaara Dhuu.nDhtaa huu.n