SEARCH RESULTS
Showing search results for "bha.Dkaataa"
Nazm MATCHES FOR "bha.Dkaataa"
Nazm
dosti ka hath
agar tumhaarii anaa hii kaa hai savaal to phir
chalo mai.n haath ba.Dhaataa huu.n dostii ke liye
Ahmad Faraz
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
chho.Daa duniyaa ko bhaTkaanaa
giit kabat aur nazme.n Gazle.n
Ibn e Insha
Nazm
izhaar
tere bas me.n thii agar mash.al-e-jazbaat kii lau
tere ruKHsaar me.n gulzaar na bha.Dkaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
achchhe-achchho.n ko bhaTkaa dekhaa
bhii.D me.n khaate jhaTkaa dekhaa
Akbar Allahabadi
Nazm
raat aur rail
re.ngtii mu.Dtii machaltii tilmilaatii haa.nptii
apne dil kii aatish pinhaa.n ko bha.Dkaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
barkha-rut
garmii kaa lagaa hu.aa thaa bhabkaa
aur ans nikal rahaa thaa sab kaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
barsat ki ek raat
bha.Daktaa hai rah rah ke soz-e-mohabbat
jhamaa-jham barastaa hai pur-shor paanii
Kaifi Azmi
Nazm
ek husn-farosh se
nigaah-e-mast se dil ko mire ta.Dpaa rahii hai tuu
ada-e-shauq se jazbaat ko bha.Dkaa rahii hai tuu
Akhtar Shirani
Nazm
manazir-e-sahar
har samt bha.Daktaa hai ruKH-e-huur kaa sho.ala
har zarra-e-naachiiz me.n hai tuur kaa sho.ala