SEARCH RESULTS
Showing search results for "buu-e-aflaakii"
Nazm MATCHES FOR "buu-e-aflaakii"
Nazm
ye kaun aaya
KHvaabo.n ke gulistaa.n kii KHush-buu-e-dil-aaraa hai
yaa sub.h-e-tamannaa ke maathe kaa sitaaraa hai
Ibn e Insha
Nazm
phir sham hui
baaG-e-aalam ke taaza shagufta guluu
be-niyaazaana mahkaa karo KHush raho
Ibn e Insha
Nazm
shikwa
muztarib-e-baaG ke har Gunche me.n hai buu-e-niyaaz
tuu zaraa chhe.D to de tishna-e-mizraab hai saaz
Allama Iqbal
Nazm
waqt-e-murawwat
hasiin KHvaab se chau.nke the rasmasaa.e hu.e
machal rahii thii havaa.o.n me.n buu-e-ambar-o-buud
Josh Malihabadi
Nazm
meri shaeri aur naqqad
gumbad-e-tiira-e-aflaak bhii tharraa.egaa
vo asiiraan-e-balaa kaa dar-e-zindaa.n pe hujuum
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
zaifa
baam-o-dar par maut kaa parcham hai lahraayaa hu.aa
aa rahii hai har qadam par buu-e-anfaas-e-vabaa
Josh Malihabadi
Nazm
KHud-kushi
buu-e-mai me.n buu-e-KHuu.n uljhii hu.ii!
vo abhii tak KHvaab-gah me.n lauT kar aa.ii nahii.n
Noon Meem Rashid
Nazm
apni malka-e-suKHan se
terii shamiim-e-zulf kii daulat liye hu.e
meraa nafas hai buu-e-risaalat liye hu.e
Josh Malihabadi
Nazm
gham-e-dil
suurat-e-buu-e-gul pareshaa.n huu.n
aa tujhe yaad kar rahii huu.n mai.n
Bano Tahira Sayeed
Nazm
marg-e-gul se peshtar
ik siyah sho.ala saa kartaa hai tavaaf-e-buu-e-jaa.n
lekin ai jaan-e-jahaa.n
Iqbal Haider
Nazm
gulzar-e-watan
phuulo.n me.n jis chaman ke ho buu-e-jaa.n-nisaarii
hubb-e-vatan kii qalme.n ham is chaman se laa.e.n