SEARCH RESULTS
Showing search results for "dariicha"
Nazm MATCHES FOR "dariicha"
Nazm
daricha-ha-e-KHayal
chaahtaa huu.n ki bhuul jaa.uu.n tumhe.n
aur ye sab dariicha-haa-e-KHayaal
Jaun Eliya
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
zindan ki ek subh
duur utraa kisii taale ke jigar me.n KHanjar
sar paTakne lagaa rah rah ke dariicha ko.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tasalsul
sirf lab-doKHt parbat hai.n jahaa.n nauha-kunaa.n
na dar-o-baam na diivaar o dariicha ko.ii
Ahmad Faraz
Nazm
taj-mahal
yaa ko.ii bat-e-mast hai jo tair chukii hai
aa kar abhii dariyaa ke kinaare pe rukii hai
Mahshar Badayuni
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
khule dariiche kii jaalii se
nannhii nannhii buu.nde.n chhan kar
Ibn۔e۔Insha
Nazm
daricha
ga.Dii hai.n kitnii saliibe.n mire dariiche me.n
har ek apne masiihaa ke KHuu.n kaa rang liye
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
katik ka chand
sone lagtii hai sar-e-shaam ye saarii duniyaa
in ke hujro.n me.n na dar hai na dariicha ko.ii
Ibn۔e۔Insha
Nazm
sharare
merii duniyaa-e-vafaa me.n kyaa se kyaa hone lagaa
ik dariicha band mujh par ek vaa hone lagaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tane
bolaa dariicha kaise akele idhar janaab
kyo.n aur kahaa.n pe chhuuT gayaa ham-safar janaab
Ismail Raaz
Nazm
band ho jae meri aankh agar
band ho jaa.e mirii aa.nkh agar
is dariiche ko khulaa rahne do
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
aarzu
aise vaqt me.n dil ko hamesha suujhaa ek upaa.e
kaash ko.ii be-KHvaab dariicha chupke se khul jaa.e
Shahryar
Nazm
ek yaad ka rauzan
merii is yaad kaa rauzan dariicha hai jis me.n se mujhe
kitne guzre hu.e pal saaf nazar aate hai.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
KHwab
tamaam-shahr ke aage use bane jannat
har ik dariicha khule jo qabaa tirii hii mahak