SEARCH RESULTS
Showing search results for "darja"
Nazm MATCHES FOR "darja"
Nazm
itna malum hai!
haa.e kis darja vahii bazm me.n tanhaa hogaa
kabhii sannaaTo.n se vahshat jo hu.ii hogii use
Parveen Shakir
Nazm
maulana
nahii.n mai.n bol saktaa jhuuT is darja DhiTaa.ii se
yahii hai jurm meraa aur yahii taqsiir maulaanaa
Habib Jalib
Nazm
kar gae kuch kahan
itne yuusuf to na the misr ke baazaar me.n bhii
jins is darja hai vaafir ki KHariidaar nahii.n
Ahmad Faraz
Nazm
tajziya
jis ko is darja chaahtaa huu.n mai.n
is me.n terii sii ko.ii baat nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
hinDola
kisii kaa jhaa.nknaa aahista phuuTtii pau se
vo dopahar kaa samay darja-e-tapish kaa cha.Dhaav
Firaq Gorakhpuri
Nazm
zindagi
tamtamaa.e hu.e aariz pe ye ashko.n kii qataar
mujh se is darja KHafaa aap se itnii bezaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
kya gul-badani hai
kis darja fusuu.n-kaar vo allaah Ganii hai
kyaa mauja-e-taabindagii o siim-tanii hai
Josh Malihabadi
Nazm
badnam ho raha hun
kahtii hai rahm khaa kar yuu.n ek maah-e-tal.at
ye shahrii naujavaa.n thaa kis darja KHuub-suurat
Akhtar Shirani
Nazm
aur bhi gham hain zamane mein
ai mirii jaa.n mujhe is darja shikaayat se na dekh
aaj tak mai.n ne tire husn kii baate.n kii hai.n
Ali Minai
Nazm
teri hansi
mai.n sochtaa huu.n ki ye terii be-hijaab ha.nsii!
mizaaj-e-ziist se is darja muKHtalif kyuu.n hai
Mustafa Zaidi
Nazm
hama-ust
mai.n kis darja dil-daada huu.n ruusiyo.n kaa
mujhe ishtiraakii tamaddun se kitnii mohabbat hai
Noon Meem Rashid
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
sadiyo.n kii Gulaamii ke hai.n kis darja garaa.n band
kaaTegii jo ye band vo shamshiir yahii hai
Arsh Malsiyani
Nazm
sawan ke mahine
is fasl me.n is darja rahaa be-KHud o sarshaar
maiKHaane se baahar mujhe dekhaa na kisii ne