SEARCH RESULTS
Showing search results for "doraa.e"
Nazm MATCHES FOR "doraa.e"
Nazm
mujhse pahle
jis pe pahle bhii ka.ii ahd-e-vafaa TuuTe hai.n
isii do-raahe pe chup-chaap kha.Daa rah jaa.uu.n
Ahmad Faraz
Nazm
patthar
jis me.n sadiyo.n ke tahayyur ke pa.De ho.n Dore
kyaa tujhe ruuh ke patthar kii zaruurat hogii
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
jugnu
fazaa-e-shaam me.n Dore se pa.Dte jaate hai.n
jidhar nigaah kare.n kuchh dhu.aa.n saa uThtaa hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
isi do-rahe par
isii sarmaaya o aflaas ke doraahe par
zindagii pahle bhii sharmaa.ii thii jhunjhulaa.ii thii
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHatun-e-mashriq
jab u.Degii un kii chashm-e-daam-e-parvarda me.n KHaak
narm Dore terii aa.nkho.n ke rahe.nge taabnaak
Josh Malihabadi
Nazm
dorahe
kab talak KHvaabo.n se dhoka khaa.ogii
kab talak school ke bachcho.n se dil bahlaa.ogii
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
naya sal
ik doraahe pe giroho.n me.n kha.De hai.n tanhaa
yak-ba-yak faasle taa.nbe kii tarah bajne lage
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
hama-ust
jo duniyaa ke mazduur sab ek ho jaa.e.n
aaGaaz ho ik nayaa daura-e-shaadmaanii
Noon Meem Rashid
Nazm
qissa gul-baadshah ka
mere bhaa.ii kaa dast-e-mashaqqat
jis me.n minnat kaa Doraa ba.ndhaa thaa
Zehra Nigaah
Nazm
baDe naz se aaj ubhra hai suraj
tajassus kii aa.nkho.n me.n Dore se aa.e
qadam chuumne barq-o-baad aab-o-aatish