SEARCH RESULTS
Showing search results for "farmaan-e-sahar"
Nazm MATCHES FOR "farmaan-e-sahar"
Nazm
pachhtawa
ye dahr vo hai jidhar baad-e-KHush-gavaar-e-sahar
dariiche khol ke yaado.n ke aah bhartii hai
Shaista Sahar
Nazm
hisab-e-shab
siyaah raat hai aa.o lipaT ke so jaa.o
ufuq ke paar nigaar-e-sahar ko kyaa ma.aluum
Sahar Ansari
Nazm
ek subh
luTaa rahaa thaa tajallii sitaara-e-saharii
'sahar' ne baa'd adaa-e-niyaaz-e-ma.abuudii
Sahar Rampuri
Nazm
zakir-husain
man ke mandir ko munavvar kare nuur-e-islaam
ka.aba-e-dil me.n rahe shaam-o-sahar raam kaa naam
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
ujale ki lakir
vaqt kii gard chhaTegii to ba-unvaan-e-sahar
manzil-e-shauq kii raaho.n kaa ta.ayyun hogaa
Noor -e-Shama Noor
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
kabhii ye farmaan-e-josh-e-vahshat
ki noch kar is ko phe.nk Daalo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saqi-nama
ye aalam ye ha.ngaama-e-ra.ng-o-saut
ye aalam ki hai zer-e-farmaan-e-maut
Allama Iqbal
Nazm
zehra ne bahut din se kuchh bhi nahin likkha hai
kyaa vaqt ke dariyaa ne diivaar ko Dhaayaa hai
farmaan-e-rifaaqat kii taqdiis bas itnii hai
Zehra Nigaah
Nazm
tin aawazen
yaa KHudaa ye mirii gardaan-e-shab-o-roz-o-sahar
ye mirii umr kaa be-manzil o aaraam safar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
guzarte lamhon ka matam
bas ek vaqt kii Thokar ba-shakl-e-shaam-o-sahar
hamaare paa.nv me.n lag lag ke puuchhtii hai roz
Aftab Shamsi
Nazm
aahang-e-nau
mahfil-e-ziist pe farmaan-e-qazaa jaarii hai
shahr to shahr hai gaa.nv pe bhii bambaarii hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nur-jahan
dastuur-e-adaalat ke liye us kaa qalam thaa
farmaan-e-re.aayaa ke liye us kii zabaa.n thii
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
chand taron ka ban
KHuun-e-nuur-e-sahar pii ga.e
raat kii talchhate.n hai.n a.ndheraa bhii hai