SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-fishaanii"
Nazm MATCHES FOR "gul-fishaanii"
Nazm
main kyun bhul jaun
gulistaa.n dar aaGosh-e-husn-e-tabassum
vo tere lab-e-surKH kii gul-fishaanii
Arsh Malsiyani
Nazm
sharare
mujrim-e-sartaabii-e-husn-e-javaa.n ho jaa.iye
gul-fishaanii taa-kujaa shola-fishaa.n ho jaa.iye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHak-e-gulshan
KHaak-e-gulshan ko gul-fishaa.n kar lo
zarra-zarra ko kahkashaa.n kar lo
Zubair Ahmad Hilal
Nazm
rah-zani KHub nahin KHwaja-saraon ke liye
saKHt lahja gul-e-naGma me.n badal jaa.egaa
KHuu.n bahaane ke evaz itr-fishaanii hogii
Ali Akbar Natiq
Nazm
chashm-e-tar
ghaTaa chhaa.ii hai saavan kii jha.Dii hai
dil-e-maGmuum kii khetii harii hai
Jameel Azimabadi
Nazm
raushniyan
kitne ho.nTo.n kii gul-fishaa.n aa.nche.n
mere ho.nTo.n me.n sansanaatii hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
parwin-shakir
gulnaar badan kii tahniyat me.n
gulnaar labo.n se gul-fishaa.n thii
Ali Sardar Jafri
Nazm
urdu zaban
hind maataa kii beTii hai urdu zabaa.n
saa.nvlii chulbulii naujavaa.n gul-fishaa.n
Bano Tahira Sayeed
Nazm
kis ki bad-gumani par
bhuul phuulo.n kii pyaar shaahii.n kaa
svaa.ng ye gul-fishaan rahne de
Meem Hasan Lateefi
Nazm
lafz lafz dua
abhii gul-fishaa.n hai adaa adaa
abhii naGma-KHvaa.n hai adaa adaa
Zaheer Ghazipuri
Nazm
tashqand ki sham
manaa.o jashn-e-mohabbat ki KHuu.n kii buu na rahii
baras ke khul ga.e baaruud ke siyah baadal
Ali Sardar Jafri
Nazm
hindi hindustani
'ras' 'bihaarii' the gul-fishaa.n is me.n
ab hai.n 'kaifii' se KHush-bayaa.n is me.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
sham-e-bahaar
sahn-e-firdaus hai zamiin-e-chaman
gul-fishaa.n hai nigaah kaa daaman
Syed Aabid Ali Aabid
Nazm
sar-e-tur
haath kaaTe ga.e jur.at-e-shauq par
KHuu.n-chakaa.n ho ke vo gul-fishaa.n ho ga.e