SEARCH RESULTS
Showing search results for "gustaaKHii"
Nazm MATCHES FOR "gustaaKHii"
Nazm
KHabar
mai.n ne dekhii hai magar dono.n kii ye gustaaKHii
mai.n KHabar detaa huu.n aKHbaar ko dekho to sahii
Yusuf Zafar
Nazm
tabdili
ab us kii muskuraahaT me.n chubhan hai
aur us ke haath gustaaKHii ke juuyaa ho chale hai.n
Rashid Jamaal Farooqi
Nazm
jawab-e-shikwa
Gaafil aadaab se sukkaan-e-zamii.n kaise hai.n
shoKH o gustaaKH ye pastii ke makii.n kaise hai.n
Allama Iqbal
Nazm
chakle
ye phuulo.n ke gajre ye paiiko.n ke chhii.nTe
ye bebaak nazre.n ye gustaaKH fiqre
Sahir Ludhianvi
Nazm
tumhaari yaad
daaman-e-dil ko thaam letii hai
kitnii gustaaKH hai tumhaarii yaad
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
chadar aur chaar-diwari
ki is syaahii kii mehr apnii jabii.n pe har haal me.n lagaa.uu.n
agar na gustaaKH mujh ko samjhe.n
Fahmida Riaz
Nazm
adl-e-jahangiri
us kii gustaaKH-nigaahii ne kiyaa us ko halaak
kishvar-e-husn me.n jaarii hai yahii shara-e-kuhan
Shibli Nomani
Nazm
salgirah
kaun gustaaKH hai kyaa naam hai kyuu.n aayaa hai
pahre vaalo use KHanjar kii anii se roko
Akhtar Payami
Nazm
gujraat ki raat
phir vo armaan ham-aaGoshii kaa jazb-e-gustaaKH
aah vo raat vo salmaa se mulaaqaat kii raat
Akhtar Shirani
Nazm
tasawwur TuT jata hai
un gustaaKH lamho.n me.n
sa.njoya hai jinhe.n dil ke nihaa.n khaano.n me.n
Siya sachdev
Nazm
do charagh
aur havaa.o.n ke haath hai.n gustaaKH
to.De lete hai.n nanhe shole ko