SEARCH RESULTS
Showing search results for "hazaar"
Nazm MATCHES FOR "hazaar"
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
hazaar Gam the jo zindagii kii
talaash me.n the ye jaantaa huu.n
Ahmad Faraz
Nazm
dosti ka hath
na jiit jiit tumhaarii na haar haar mirii
na ko.ii saath tumhaare na ko.ii saath mire
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
hazaar-guuna malaamat kaa baar uThaa.e hu.e
havas-parast nigaaho.n kii chiira-dastii se
Sahir Ludhianvi
Nazm
namaz
ye ek sajda jise tuu giraa.n samajhtaa hai
hazaar sajde se detaa hai aadmii ko najaat
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
husn-e-azal kii hai numuud chaak hai parda-e-vajuud
dil ke liye hazaar suud ek nigaah kaa ziyaa.n!
Allama Iqbal
Nazm
nazm
jab aa.nsu.o.n ko mayassar hazaar shaane the
jab intizaar na karne ke sau bahaane the
Balmohan panday
Nazm
muflisi
gar husn ho hazaar ruupe kaa to us ko aah
kyaa kau.Diyo.n ke mol bikaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kaniz
huzuur chho.Diye hame.n hazaar aur rog hai.n
huzuur jaa.iye ki ham bahut Gariib log hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
ek rah-guzar par
hazaar fitne tah-e-paa-e-naaz KHaak-nashii.n
har ik nigaah KHumaar-e-shabaab se ra.ngii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ramaen ka ek sin
aalam ye thaa qariib ki aa.nhke.n ho.n ashk-rez
lekin hazaar zabt se rone se kii gurez