SEARCH RESULTS
Showing search results for "iimaan"
Nazm MATCHES FOR "iimaan"
Nazm
jawab-e-shikwa
ishq thaa fitnagar o sarkash o chaalaak miraa
aasmaa.n chiir gayaa naala-e-bebaak miraa
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
tamaam suufii o saalik sabhii shuyuuKH o imaam
umiid-e-lutf pe aivaan-e-kaj-kulaah me.n hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
parchhaiyan
vo pe.D jin ke tale ham panaah lete the
kha.De hai.n aaj bhii saakit kisii amii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
mard-e-KHudaa kaa amal ishq se saahab faroG
ishq hai asl-e-hayaat maut hai us par haraam
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
aur vo paanii ke chashme par maqaam-e-kaarvaa.n
ahl-e-iimaa.n jas tarah jannat me.n gird-e-salsabiil
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
mastaana azaa.n tharraatii hai
aur shaam ke ra.ngii.n saayo.n par
Akhtar Shirani
Nazm
bahut dinon baad
ki mai.n to terii talaash ke be-kanaar sahraa me.n
vahm ke be-amaa.n baguulo.n ke vaar sah kar
Mohsin Naqvi
Nazm
aaKHiri mulaqat
barsaa labo.n se phuul tirii umar ho daraaz
sambhle hu.e to hai.n pa zaraa Dagmagaa to le.n
Akhtarul Iman
Nazm
ramayan ka ek scene
dard-e-dil-e-Gariib jo sarf-e-bayaa.n hu.aa
KHuun-e-jigar kaa rang suKHan se 'ayaa.n hu.aa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hasan kuza-gar(3)
mire daro.n kii KHalq yuu.n galii galii nikal pa.Dii
ki jaise sub.h kii azaa.n sunaa.ii dii!