SEARCH RESULTS
Showing search results for "jaam-e-shahad"
Nazm MATCHES FOR "jaam-e-shahad"
Nazm
bahaar-e-shabab
jaam-e-aatish-zer-e-paa kii oT le kar saaqiyaa
botalo.n me.n Duub jaane kaa zamaana aa gayaa
Shameem Farooq Banspari
Nazm
hamara punjab
jaam-e-mai-e-sar-josh bhii hai.n is kii ghaTaa.e.n
mai-KHaana-ba-aaGosh bhii hai.n is kii ghaTaa.e.n
Qais Jalandhari
Nazm
tark-e-wada ki tark-e-KHwab tha wo
bhar chukaa jaam-e-shart-e-vasl jise
sub.h tak, aa.nsu.o.n se bharnaa thaa
Akhtar Husain Jafri
Nazm
dariche ke qarib
dekh kis pyaar se anvaar-e-sahar chuumte hai.n
masjid-e-shahar ke miinaaro.n ko
Noon Meem Rashid
Nazm
shahid bhagat-singh
jaam-e-hubb-e-vatan ke ai matvaale
ai paikar-e-naamuus hamiyyat vaale
Tilok Chand Mahroom
Nazm
shahid-e-hurriyat
na chhe.Do qissa-e-jaam-o-subuu ko
bachaa.o mai-kade kii aabruu ko
Shadan Barabankvi
Nazm
jumud
par mohsin raah-guzaaro.n kaa KHayaal aayaa hai
saaqii-o-baada nahii.n jaam-o-lab-e-juu bhii nahii.n
Akhtarul Iman
Nazm
holi khelne ki farmaish par
mast ho kar mai.n piyuu.n jaam-e-sharaab-e-hastii
hama-tan baada-e-ishrat ke nashe me.n jhuumuu.n
kanval Dibaivi
Nazm
mera nazriya-e-sher
parda-e-har-lafz me.n poshiida ma.anii kaa shu.uur
be-niyaaz-e-jaam-o-saaGar ek ruuhaanii suruur
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
zamaana, jahaa.n-zaad vo chaak hai jis pe miina-o-jaam-o-subuu
aur faanuus-o-gul-daa.n
Noon Meem Rashid
Nazm
husn-e-jaanan
terii aa.nkho.n me.n dair-o-haram qaid hai
jaam-e-gulfaam kyaa jaam-e-jam qaid hai
Noman Badr
Nazm
suhag ki mehndi
raqs-e-miinaa suruud-e-jaam-o-subuu
bahkii bahkii bahaar kii KHushbuu
Afsar Azri
Nazm
namrud ki KHudai
aur aise paivand se umiid-e-vafaa kise thii!
shikast-e-miinaa o jaam-e-bar-haq,
Noon Meem Rashid
Nazm
numaish-e-aligarh
sitaaro.n ke ruKH se naqaab uTh rahii thii
fazaa.o.n se mauj-e-shabaab uTh rahii thii
Shakeel Badayuni
Nazm
urdu zaban
is me.n sarmastii-e-jaam-e-shiiraaz hai
najd kaa soz hai hind kaa saaz hai