SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaar-gaah-e-duniyaa"
Nazm MATCHES FOR "kaar-gaah-e-duniyaa"
Nazm
sadiyon ka taghaful
phir bhii mai.n KHush huu.n ki is kaar-gah-e-duniyaa me.n
tum se milne ke liye vaqt ne rasta to diyaa
Shaista Mufti
Nazm
nawa-e-paira-e-kar-gah-e-shisha-gari
raaz-e-sar-basta magar us kaa
vahii jaane jo hai tasviir-gar us kaa
Shafiq Fatima Shera
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
is kaar-gah-e-hastii me.n jahaa.n
ye saaGar shiishe Dhalte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
Darte Darte dam-e-sahar se
varna aafaaq kii ye kaar-r-gah-e-shiisha-garii
is me.n Dhaltii hai.n ajab bhed bharii siimaa.e.n
Shafiq Fatima Shera
Nazm
aurat
dekh kar ye iqtibaas-e-kaar-gaah-e-ins-o-jaa.n
kaar-pardaazaan-e-qudarat me.n hu.ii.n sargoshiyaa.n
Shaad Aarfi
Nazm
charagh-e-lamha
isii hayaat isii kaar-gaah-e-hastii me.n
guzarte rahte hai.n ham sab musaafiro.n kii tarah
Nashir Naqvi
Nazm
kaghzi hai pairahan
kaar-gaah-e-hunar se nigaahe.n churaa kar
zamaane ke naqsh-e-qadam dekhte dekhte
Sajida Zaidi
Nazm
KHak aur KHun
KHaak aur KHuun ke Gamnaak manaazir tauba
kis qadar zabt-shikan jalva-gah-e-duniyaa hai
Bazm Ansari
Nazm
doctor zor se
kaar-gaah-e-zindagii me.n terii fitrat aabshaar
terii siirat nahr-e-shiirii.n terii himmat kohsaar
Maikash Akbarabadi
Nazm
watan
bahut aziiz hai mujh ko vatan aziiz vatan
buland-rutba-e-garduu.n se kaar-gaah-e-vatan
Qaisar Amravatwi
Nazm
KHuda se
tujh ko bhii kuchh KHabar hai duniyaa banaane vaale
ye kaar-gaah-e-hastii baazaar-e-auj-o-pastii
Qaisar Amravatwi
Nazm
urdu-e-mualla
dhuup chhaa.n ke rang kii hai vo qabaa-e-hast-o-buud
kaar-gaah-e-hind se mansuub jis ke taar-o-puud