SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaarobaar"
Nazm MATCHES FOR "kaarobaar"
Nazm
daraKHt-e-zard
lahuu aur thuuknaa us kaa hai kaarobaar bhii meraa
yahii hai saakh bhii merii yahii me.aar bhii meraa
Jaun Eliya
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
kaarobaar-e-shahryaarii kii haqiiqat aur hai
ye vajuud-e-miir-o-sultaa.n par nahii.n hai munhasir
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
kalma bhii pa.Dhte jaate hai.n rote hai.n zaar-zaar
sab aadmii hii karte hai.n murde ke kaarobaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHwab jo bikhar gae
vo la.al o lab ke tazkire, vo zulf o ruKH ke zamzame
vo kaarobaar-e-aarzuu vo valvale, vo hamhame
Amir Usmani
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
kaarobaar-e-zindagaanii me.n vo ham-pahluu miraa
vo mohabbat me.n tirii tasviir vo baazuu miraa
Allama Iqbal
Nazm
tez chalo
bahut hai.n ham me.n yahaa.n log guftuguu-pesha
hai un kaa sirf yahii kaarobaar tez chalo
Habib Jalib
Nazm
jashn-e-azadi
maa.ng hai stereo kii aur v-c-r kii
KHair ho ab audio video ke kaarobaar kii
Sarfaraz Shahid
Nazm
guftugu jo hoti hai sal-e-nau se ambar ki
jaane vaale lamhe to lauT kar nahii.n aate
kaarobaar-e-duniyaa ke par ye ruk nahii.n paate
Aleena Itrat
Nazm
koi ojhal duniya hai
aur ham masruuf ho jaate hai.n phir
apne roz-o-shab ke kaarobaar me.n
Muneer Niyazi
Nazm
holi
suruud raqs hu.aa be-shumaar holii kaa
ha.nsii KHushii me.n ba.Dhaa kaarobaar holii kaa