SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamand"
Nazm MATCHES FOR "kamand"
Nazm
muhasara
fasiil-e-shahr ke har burj har manaare par
kamaa.n-ba-dast sitaada hai.n askarii us ke
Ahmad Faraz
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hai lahad is quvvat-e-aashufta kii shiiraaza-band
Daaltii hai gardan-e-garduu.n me.n jo apnii kamand
Allama Iqbal
Nazm
KHadsha
ye dha.Dkano.n kii zabaa.n bolte hu.e abruu
kamand Daal rahe hai.n mire KHayaalo.n par
Mohsin Naqvi
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
sabaa kii mast-KHiraamii tah-e-kamand nahii.n
asiir-e-daam nahii.n hai bahaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
izhaar aur rasai
aur rasaa.ii ki hamesha se hai kotaah-kamand
baat kii Gaayat-e-Gaayaat na ho!
Noon Meem Rashid
Nazm
judai
nashaat tere tabassum se jagmagaa.ii hu.ii
laTak vo gesu.o.n kii jaise pech-o-taab-e-kamand
Firaq Gorakhpuri
Nazm
shama
ye silsila zamaan-o-makaa.n kaa kamand hai
tauq-e-guluu-e-husn tamaashaa-pasand hai
Allama Iqbal
Nazm
TuTi jahan jahan pe kamand
misaal-e-ziina-e-manzil ba-kaar-e-shauq aayaa
har ik maqaam ki TuuTii jahaa.n jahaa.n pe kamand
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
guDDe miyan ki shadi
magar ek saahab kamand-e-havaa
kahe.n kis se apnaa ajab maajraa
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Nazm
ek KHwab aur
phe.nk phir jazba-e-be-taab kii aalam pe kamand
ek KHvaab aur bhii ai himmat-e-dushvaar-pasand
Ali Sardar Jafri
Nazm
aadmi
man-chalaa hai is kii himmat hai buland
Daal saktaa hai sitaaro.n par kamand
Faiz Ludhianvi
Nazm
ye baghawat hai
phe.nkte hai.n hame.n taaro.n pe kamand
KHema-zan honaa hai mirriiKH ke maidaano.n me.n