SEARCH RESULTS
Showing search results for "khate"
Nazm MATCHES FOR "khate"
Nazm
jawab-e-shikwa
bijliyaa.n jis me.n ho.n aasuuda vo KHirman tum ho
bech khaate hai.n jo aslaaf ke madfan tum ho
Allama Iqbal
Nazm
sab maya hai
jo log abhii tak naam vafaa kaa lete hai.n
vo jaan ke dhoke khaate, dhoke dete hai.n
Ibn e Insha
Nazm
nai tahzib
na paidaa hogii KHat-e-nasKH se shaan-e-adab-aagii.n
na nastaaliiq harf is taur se zeb-e-raqam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
mujassama
resha-e-sa.ng se khii.nchii hu.ii zulfe.n jaise
raaste siina-e-kohsaar pe bal khaate hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
hubb-e-watan
jab havaa khaane baaG jaate the
ho ke KHush-haal ghar me.n aate the
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
Garaz ki ye hai.n mire bachpane kii tasviire.n
nadiim aur bhii kuchh KHatt-o-KHaal hai.n un ke
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tazad
yaziid naqsha-e-jaur-o-jafaa banaataa hai
husain us me.n KHat-e-karbalaa banaataa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
achchhe-achchho.n ko bhaTkaa dekhaa
bhii.D me.n khaate jhaTkaa dekhaa
Akbar Allahabadi
Nazm
mujrim
kyaa faqat rahm kii haqdaar hai.n na.ngii ruuhe.n?
kyuu.n ye insaano.n pe insaan taras khaate hai.n?
Shakeb Jalali
Nazm
nashat-e-umid
tere hii dam se kaTe jo din the saKHt
tere hii sadqe se milaa taaj-o-taKHt