SEARCH RESULTS
Showing search results for "kisaano"
Nazm MATCHES FOR "kisaano"
Nazm
mere git tumhaare hain
aaj se ai mazduur kisaano mere giit tumhaare hai.n
faaqa-kash insaano mere jog-bahaag tumhaare hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai sharif insano
sirf maidaan-e-kisht-o-KHuu.n hii nahii.n
haasil-e-zindagii KHirad bhii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
aur aabaadii me.n tuu zanjiirii-e-kisht-o-naKHiil
puKHta-tar hai gardish-e-paiham se jaam-e-zindagii
Allama Iqbal
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
lafzo.n me.n raqs-o-ra.ng-o-ravaanii tujhii se hai
faqr-e-gadaa me.n farr-e-kiyaanii tujhii se hai
Josh Malihabadi
Nazm
aazadi
banaa.e.nge na.ii duniyaa kisaan aur mazduur
yahii sajaa.e.nge diivaan-e-aam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
fareb
aur bad-baKHt kisaano.n kii bilaktii hu.ii ruuh
apne aflaas me.n mu.nh Dhaa.np ke so jaatii hai
Ali Sardar Jafri
Nazm
walid sahab ki yaad mein
ye to sadiyo.n kaa qissa thaa
yahaa.n to ek ba.Daa saa pe.D hu.aa kartaa thaa