SEARCH RESULTS
Showing search results for "kothaa.e"
Nazm MATCHES FOR "kothaa.e"
Nazm
itna malum hai!
mai.n yahaa.n huu.n magar us kuucha-e-ra.ng-o-buu me.n
roz kii tarah se vo aaj bhii aayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
farman-e-KHuda
jis khet se dahqaa.n ko mayassar nahii.n rozii
us khet ke har KHosha-e-gandum ko jalaa do
Allama Iqbal
Nazm
wo kamra yaad aata hai
vo halke aur gahre kattha.ii ra.ngo.n kaa ik kamra
vo behad mehrbaa.n kamra
Javed Akhtar
Nazm
masjid-e-qurtuba
qatra-e-KHuun-e-jigar sil ko banaataa hai dil
KHuun-e-jigar se sadaa soz o suruur o suruud
Allama Iqbal
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
tahziib-e-zindagii ke faroG-e-vatan ke KHvaab
zindaa.n ke KHvaab kuucha-e-daar-o-rasan ke KHvaab
Sahir Ludhianvi
Nazm
online aashiq
facebook kuucha-e-jaanaa.n se hai miltii-jultii
har hasiina yahaa.n mil jaa.egii hiltii-jultii
Khalid Irfan
Nazm
kar gae kuch kahan
na kisii haath me.n patthar na kisii haath me.n phuul
kar ga.e kuuch kahaa.n kuucha-e-jaanaa.n vaale
Ahmad Faraz
Nazm
intisab
sagaan-e-kuucha-e-shohrat ke GauGaa
kaale baazaaro.n ke dallaalo.n se Darte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
dost sach much bahut zaruri hain
phir bhii mujh jaise aadmii ke liye
kuucha-e-jaa.n me.n raushnii ke liye
Shakeel Jamali
Nazm
roTiyan
kartaa pare hai kyaa vo uchhal kuud jaa-ba-jaa
diivaar phaa.nd kar ko.ii koThaa uchhal gayaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hinDola
vo nal-daman kii kathaa sarguzasht-e-savitrii
'shakuntlaa' kii kahaanii 'bharat' kii qurbaanii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
hai mash.huur-e-kuucha-e-barzan
ball me.n naache.n lady-corzon