SEARCH RESULTS
Showing search results for "lamha"
Nazm MATCHES FOR "lamha"
Nazm
shayad
jazbo.n ke bairii vaqt kii saazish na ho ko.ii
tumhaare is tarah har lamha yaad aane se
Jaun Eliya
Nazm
heart-attack
pattaa pattaa mire afsurda lahuu me.n dhul kar
husn-e-mahtaab se aazurda nazar aane lagaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
ziyaada vaqt na guzraa thaa is ta'alluq ko
ki is ke baa'd vo lamha qarii.n qarii.n aaya
Tahzeeb Hafi
Nazm
raqs
ai hasiin o ajnabii aurat usii ke Dar se mai.n
ho rahaa huu.n lamha lamha aur bhii tere qariib
Noon Meem Rashid
Nazm
hamare ustad
dil me.n har lamha taraqqii kii du.aa karte hai.n
ham ko aage hii ba.Dhaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
teri aawaz
qatra qatra tire diidaar kii shabnam Tapkii
lamha lamha tirii KHushbuu se mo.attar guzraa
Sahir Ludhianvi
Nazm
chand raat
du.aa ke be-aavaaz uluuhii lamho.n me.n
vo lamha bhii kitnaa dilkash lamha thaa
Parveen Shakir
Nazm
jugnu
bas ek vaqfa-e-taariik, lamha-e-shahlaa
samaa me.n jumbish-e-mub.ham sii kuchh hu.ii fauran
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ek taswir-e-rang
umar bhar re.ngte rahne se kahii.n behtar hai
ek lamha jo tirii ruuh me.n vus.at bhar de
Sahir Ludhianvi
Nazm
hinDola
ki jaise haath abad rakh de dosh-e-tiflii par
har ek lamha ke raKHno.n se jhaa.nktii sadiyaa.n