SEARCH RESULTS
Showing search results for "maahaul"
Nazm MATCHES FOR "maahaul"
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qalb-e-maahaul me.n larzaa.n sharar-e-ja.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
bahut dinon ki baat hai
mujhe magar KHabar na thii
maahaul par nazar na thii
Salam Machhli shahri
Nazm
teri aawaz
tuu bahut duur kisii anjuman-e-naaz me.n thii
phir bhii mahsuus kiyaa mai.n ne ki tuu aa.ii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
diwane ki jannat
vahii maahaul vahii taaro.n bharii raat liye
aaj tum aa.ii ho dohraatii hu.ii maazii ko
Waseem Barelvi
Nazm
log puchhenge
'yuu.nhii maahaul kii giraanii hai'
'din KHizaa.n ke zaraa udaas se hai.n'
Ibn-e-Insha
Nazm
madam
mere ahbaab ne tahziib na siikhii hogii
mere maahaul me.n insaan na rahte ho.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
tabdili
gird-o-pesh aur maahaul ko bhuul kar
gaaliyaa.n de.n ha.nse.n haathaa-paa.ii kare.n
Akhtarul Iman
Nazm
an-kahi
ko.ii saa.at ho ko.ii fikr ho ko.ii maahaul
ko.ii saa.at ho ko.ii fikr ho ko.ii maahaul
Himayat Ali Shayar
Nazm
wirsa
ra.ng-e-maahaul badalne kii zaruurat bhii durust
kaun kahtaa hai ki haalaat pe tanqiid na kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
aap-biti
tum ne KHvaabo.n ke paristaa.n to sajaa.e ho.nge
mai.n ne maahaul ke shab-ra.ng pharere dekhe
Qateel Shifai
Nazm
surKH sitara
is kii parchhaa.ii.n bhii pa.D jaa.e to sabza jal jaa.e
dekhte dekhte maahaul pe chhaa jaa.e dhu.aa.n
Amir Usmani
Nazm
bhaarat ke musalman
ajmer kii dargaah-e-mua.allaa terii jaagiir
mahbuub-e-ilaahii kii zamii.n par tirii tanviir
Jagan Nath Azad
Nazm
tarah-e-nau
sa.ii-e-baqaa-e-shaukat-e-askandarii kii KHair
maahaul-e-KHisht-baar me.n shiishagarii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
sham ka pahla tara (2)
kal magar phone kii ghanTii ne mujhe
apne maahaul se bedaar kiyaa