SEARCH RESULTS
Showing search results for "marasi"
Nazm MATCHES FOR "marasi"
Nazm
jawab-e-shikwa
baap kaa ilm na beTe ko agar azbar ho
phir pisar qaabil-e-miiraas-e-pidar kyuu.nkar ho
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
le ga.e tasliis ke farzand miiraas-e-KHaliil
KHisht-e-buniyaad-e-kaliisaa ban ga.ii KHaak-e-hijaaz
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
taalaab me.n amras gholte hai.n
o des se aane vaale bataa
Akhtar Shirani
Nazm
shikwa
qaum apnii jo zar-o-maal-e-jahaa.n par martii
but-faroshii ke evaz but-shikanii kyuu.n kartii
Allama Iqbal
Nazm
paisa
vaa.n ko.ii aayaa liye ek murassaa pi.nj.Daa
laal dastaar-o-dupaTTaa bhii haraa juu.n-totaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
daraKHt-e-zard
magar dozaKH pighal jaa.e jo mere saa.ns apnaa le
tum apnii maam ke behad muraadii minnato.n vaale
Jaun Eliya
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
maayuusii ke ramte baadal par ummiid ke ghar ta.amiir na kar
Akhtar Shirani
Nazm
pak o hind yak-jehti
pareshaa.n haal hai public magar dono.n mumaalik ke
miraasii cricketer filmii sitaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
yaa jangal ke raajaa ke yahaa.n
kyaa miltii duudh malaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
masjid-e-qurtuba
us kii umiide.n qaliil us ke maqaasid jaliil
us kii adaa dil-fareb us kii nigah dil-navaaz
Allama Iqbal
Nazm
zara si baat
vaqt kii ravaanii hai baKHt kii giraanii hai
saKHt be-zamiinii hai saKHt laa-makaanii hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
KHwab jo bikhar gae
qadam qadam khule hu.e hai.n makr-o-fan ke madrase
magar ye merii saadgii to dekhiye ki aaj bhii
Amir Usmani
Nazm
zauq o shauq
jalvatiyaan-e-madrasa kor-nigaah o murda-zauq
jalvatyaan-e-maikada kam-talab o tahii-kaduu!
Allama Iqbal
Nazm
aaKHiri bar milo
phir na dahke.nge kabhii aariz-o-ruKHsaar milo
maatamii hai.n dam-e-ruKHsat dar-o-diivaar milo
Mustafa Zaidi
Nazm
zohd aur rindi
mai.n ne ye kahaa ko.ii gila mujh ko nahii.n hai
ye aap kaa haq thaa ze-rah-e-qurb-e-makaanii