SEARCH RESULTS
Showing search results for "mardaan-e-Gaazii"
Nazm MATCHES FOR "mardaan-e-Gaazii"
Nazm
karachi
shahiido.n kii mardaan-e-Gaazii kii jaa hai
yahaa.n apne qaa.id kaa bhii maqbara hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
ishq-o-mohabbat
'Gaazii' mire iKHlaas kaa shaana thaa ki jis ne
uljhe hu.e gesuu-e-mohabbat ko sa.nvaaraa
Ghazi Kabuli
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
tajdid-e-amal
kyaa zulm hai insaan ho insaan kaa dushman
mardaan-e-havas-kaar kii aadaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
madh
kuchh na.ng nahii.n ranj-e-asiirii ki puraanaa
mardaan-e-safaa-kesh se hai rishtaa-e-zanjiir
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHiraj-aqidat
sar-ba-sar ik muzhda-e-taskiin-e-mardaan-e-za.iif
quvvat-e-baazuu-e-yaaraan-e-javaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
ham ne hii banaayaa unhe.n mardaan-e-KHush-anfaas
tabdiil ruKH-e-baada-kashaa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
KHudi ka raaz
mai.n ne to himmat-e-mardaan-e-KHudaa siikhii hai
mai.n ne TuuTe hu.e lahjo.n kii du.aa siikhii hai
Neel Ahmed
Nazm
ek aur shahr
taaza KHuu.n ke pyaase afra.ngii mardaan-e-raad
KHud deve-e-aahan ke maanind
Noon Meem Rashid
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
iKHlaas kii mai piite hai.n mai-KHvaar isii ke
mardaan-e-mujaahid hai.n talabgaar isii ke
Arsh Malsiyani
Nazm
jawanon se KHitab
bano mard-e-maidaa.n bano mard-e-Gaazii
'aduu par shujaa'at kaa sikka biThaa.o
Faiz Ludhianvi
Nazm
do-aba bast jalandhar
zindagii kii Doltii kashtii ke kitne naaKHudaa
kitne mardaan-e-haqiiqat kosh kitne baa-KHudaa
Arsh Malsiyani
Nazm
masjid-e-qurtuba
saaqi-e-rabaab-e-zauq faaras-e-maidaan-e-shauq
baada hai us kaa rahiiq teG hai us kii asiil
Allama Iqbal
Nazm
Tipu-sultan
payaam-e-sa.ii-e-sar-afraazii-e-vatan hai tuu
shahiid-o-Gaazii-o-jarraar-o-saf-shikan hai tuu