SEARCH RESULTS
Showing search results for "meva"
Nazm MATCHES FOR "meva"
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
kahii.n mahfil hai kahii.n melaa hai
kahii.n kap.Do.n ke baazaar saje
Ibn e Insha
Nazm
ek pauda aur ghas
mujh me.n aur tujh me.n nahii.n kuchh bhii tamiiz
sirf saaya aur meva hai aziiz
Ismail Merathi
Nazm
arz-e-watan
farebo.n se ko.ii panaptaa nahii.n
kabhii jhuuT kaa meva paktaa nahii.n
Arsh Malsiyani
Nazm
kashmir
vo meva-e-KHush-rang vo sarsabz chaman-zaar
ik aan me.n sehat ho jo barso.n kaa ho biimaar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
itna malum hai!
us ne har samt mujhe aan ke Dhuu.nDaa hogaa
naam bhuule se jo meraa kahii.n aayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
ek aarzu
shorish se bhaagtaa huu.n dil Dhuu.nDtaa hai meraa
aisaa sukuut jis par taqriir bhii fidaa ho
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
so ye javaab hai meraa mire aduu ke liye
ki mujh ko hirs-e-karam hai na KHauf-e-KHamyaaza
Ahmad Faraz
Nazm
is waqt to yun lagta hai
ik bair na ik mehr na ik rabt na rishta
teraa ko.ii apnaa, na paraayaa ko.ii meraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawed ke nam
mai.n shaaKH-e-taak huu.n merii Gazal hai meraa samar
mire samar se mai-e-laala-faam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
parinde ki fariyaad
vo pyaarii pyaarii suurat vo kaamanii sii muurat
aabaad jis ke dam se thaa meraa aashiyaanaa