SEARCH RESULTS
Showing search results for "mizaaj"
Nazm MATCHES FOR "mizaaj"
Nazm
safar ke waqt
tum ek saada o barjasta aadmii Thahre
mizaaj-e-vaqt ko tum aaj tak nahii.n samjhe
Jaun Eliya
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
zaaG dashtii ho rahaa hai ham-sar-e-shaahiin-o-charG
kitnii sur.at se badaltaa hai mizaaj-e-rozgaar
Allama Iqbal
Nazm
ek laDka
vo aashufta-mizaaj andoh-parvar iztiraab-aasaa
jise tum puuchhte rahte ho kab kaa mar chukaa zaalim
Akhtarul Iman
Nazm
KHadsha
tirii jabii.n pe agar haadso.n ke naqsh ubhre.n
mizaaj-e-gardish-e-dauraa.n bhii la.Dkha.Daa jaa.e
Mohsin Naqvi
Nazm
taaruf
mujh se barham hai mizaaj-e-piirii
mujrim-e-shoKHi-e-guftaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hinDola
shuruu.a hii se the maujuud aab-o-taab ke saath
mire mizaaj me.n pinhaa.n thii ek jadaliyyat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
taj-mahal
maah o anjum bhii hu.e jaate hai.n majbuur-e-sujuud
vaah aaraam-gah-e-malika-e-ma.abuud-mizaaj
Kaifi Azmi
Nazm
ek gae aur bakri
kyo.n ba.Dii bii mizaaj kaise hai.n
gaay bolii ki KHair achchhe hai.n
Allama Iqbal
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
milaa mizaaj-e-taGayyur-pasand kuchh aisaa
kiyaa qaraar na zer-e-falak kahii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
goristan-e-shahi
ek suurat par nahii.n rahtaa kisii shai ko qaraar
zauq-e-jiddat se hai tarkiib-e-mizaaj-e-rozgaar
Allama Iqbal
Nazm
dorahe
muskuraahaT me.n chhupaa.ogii kahaa.n tak apne Gam
kab talak puuchhogii telephone par meraa mizaaj
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
zalzala
har adaa puuchhtii sarmaaya-parasto.n ke mizaaj
kuchh to farmaa.iye hazrat ki hai.n kis haal me.n aaj
Shakeel Badayuni
Nazm
bahut qarib ho tum
mire mizaaj me.n aashuftagii sabaa kii hai
milii kalii kii adaa gul kii tamkanat tum ko
Ali Sardar Jafri
Nazm
KHushamad
haq to ye hai ki KHushaamad se KHudaa raazii hai
aish karte hai.n vahii jin kaa KHushaamad kaa mizaaj