SEARCH RESULTS
Showing search results for "muhiit"
Nazm MATCHES FOR "muhiit"
Nazm
shikast
ek yaKH-basta udaasii hai dil o jaa.n pe muhiit
ab mirii ruuh me.n baaqii hai na umiid na josh
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar(3)
jis me.n ek duusre se ham-kinaar tairte rahe
muhiit jis tarah ho daa.ere ke gird halqaa-zan
Noon Meem Rashid
Nazm
barish ka pahla qatra
ik qatra ki thaa ba.Daa dilaavar
himmat ke muhiit kaa shanaavar
Ismail Merathi
Nazm
KHudi ki zindagi
nahang-e-zinda hai apne muhiit me.n aazaad
nahang-e-murda ko mauj-e-saraab bhii zanjiir
Allama Iqbal
Nazm
etiraf
zehn par laakh fusuu.n-kaar taKHayyul ho.n muhiit
laakh pardo.n me.n nigaaho.n ko chhupaayaa jaa.e
Naresh Kumar Shad
Nazm
mahfil-e-shab
ik ghanii dhund hai garduu.n pe muhiit
chaa.nd hai chaa.nd kaa daaG
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
chhoTe kaam ka baDa natija
daa.era ek banaa aisaa ki ba.Dhtaa hai muhiit
gher lii jis ne ki taalaab kii sab sat.h-e-basiit
Ismail Merathi
Nazm
tumhaari poron ka lams ab tak
visaal-mausam kii KHushbu.o.n me.n muhiit kar de
mujhe yaqii.n hai
Anjum Khaleeq
Nazm
meri talash mat karo
banaa rahaa huu.n zarra-e-haqiir se
jo saakinaan-e-arsh ko muhiit me.n liye hu.e
Niyaz Haidar
Nazm
mujhe yaad hai
ko.ii haadsa jo shariik ho to safar kaTe
ki ye daa.era to qafas hai jis kaa muhiit marg-e-davaam hai
Mughni Tabassum
Nazm
qaid se najat
assalaam ai KHarosh-e-bahr-e-muhiit
assafar ai safiina-e-jaarii
Muneer Shikohabadi
Nazm
naya safar
Gam-e-firaaq shab-e-intizaar sub.h-e-visaal
bas ek gard-e-zamaana muhiit hai sab par
Mahmood Ayaz
Nazm
kaun hai mujrim shahr-e-ilm ki taraji ka
ki tanhaa muhiit-e-dil me.n
mahz tamaashaa-bii.n banaa huu.n
Abu Bakr Abbad
Nazm
dil-dahi
duur ufuq par ik udaasii kaa muhiit
Duubii Duubii mahv sii namnaak aa.nhke.n