SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntashir"
Nazm MATCHES FOR "muntashir"
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
muntashir dosto.n ko sadaa de sakaa
ajnabii dushmano.n kaa pataa de sakaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jahan rehana rahti thi
puraane suurmaa.o.n ke fasaane gungunaatii thii
yahii.n par muntazir merii vo betaabaana rahtii thii
Akhtar Shirani
Nazm
ek ehsas
shikasta-paa hii sahii ham-safar rahaa phir bhii
ummiid TuuTii ka.ii baar muntashir na hu.ii
Akhtarul Iman
Nazm
kahan hai aa ja
roz-o-shab muntazir-e-diid-e-ruKH-e-yaar huu.n mai.n
dil hai vaqf-e-Gam-e-aalaam kahaa.n hai aa jaa
Shakeel Badayuni
Nazm
parwin-shakir
aaho.n kii vo halkii sii havaa.e.n
sad-barg havaa me.n muntashir the
Ali Sardar Jafri
Nazm
yaum-e-yaadgar-e-sir-sayyad dar-dakan
us sham-e-ilm-o-fan keii kuchh muntashir shu.aa.e.n
yaaraan-e-bazm tum ho us gosha-e-dakan me.n
Fani Badayuni
Nazm
mushaera
numuud-e-sub.h se jab muntashir hu.ii mahfil
akelaa rah gayaa shaa.er Gariib-e-shahr o KHajil
Syed Mohammad Jafri
Nazm
shortcut
be-shumaar muntashir akele-pan kii bhii.D hai
jo aap apnii aahaTo.n ke Dar se la.Dkha.Daa ga.ii
Syed Mubarak Shah
Nazm
kash
mere dil kii chhupii hu.ii aavaaz
saarii duniyaa me.n muntashir kartaa