SEARCH RESULTS
Showing search results for "naaz"
Nazm MATCHES FOR "naaz"
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
aalim-e-kaif hai daanaa-e-rumuuz-e-kam hai
haa.n magar ijz ke asraar se naa-mahram hai
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
so ye javaab hai meraa mire aduu ke liye
ki mujh ko hirs-e-karam hai na KHauf-e-KHamyaaza
Ahmad Faraz
Nazm
etiraf
dard jab dard na ho kaavish-e-darmaa.n maaluum
KHaak the diida-e-bebaak me.n garduu.n ke nujuum
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dosti ka hath
na tum ko apne KHad-o-KHaal hii nazar aa.e.n
na mai.n ye dekh sakuu.n jaam me.n bharaa kyaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
KHizr-e-rah
naujavaa.n aqvaam-e-nau-daulat ke hai.n pairaaya-posh
garche askandar rahaa mahruum-e-aab-e-zindagii
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
tere shab-o-roz kii aur haqiiqat hai kyaa
ek zamaane kii rau jis me.n na din hai na raat
Allama Iqbal
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
sad-naaz se utraa kartii thii
sahbaa-e-Gam-e-jaanaa.n kii parii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zauq o shauq
aql o dil o nigaah kaa murshid-e-avvalii.n hai ishq
ishq na ho to shar-o-dii.n butkada-e-tasavvuraat!
Allama Iqbal
Nazm
ram
is des me.n hu.e hai.n hazaaro.n malak-sarisht
mash.huur jin ke dam se hai duniyaa me.n naam-e-hind