SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazre.n"
Nazm MATCHES FOR "nazre.n"
Nazm
mata-e-ghair
dil ke daaman se lipaTtii hu.ii ra.ngii.n nazre.n
dekhte dekhte anjaan bhii ho jaatii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
farar
vahii gesuu vahii nazre.n vahii aariz vahii jism
mai.n jo chaahuu.n to mujhe aur bhii mil sakte hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
chakle
ye phuulo.n ke gajre ye paiiko.n ke chhii.nTe
ye bebaak nazre.n ye gustaaKH fiqre
Sahir Ludhianvi
Nazm
intizar
nazre.n niichii kiye sharmaa.e hu.e aa.egaa
kaakule.n chehre pe bikhraa.e hu.e aa.egaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
teri aawaz
Dhuu.nDh le.ngii mirii tarsii hu.ii nazre.n tujh ko
naGma o sher kii umDii hu.ii barsaato.n me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hallucination
mai.n apne band kamre me.n pa.Daa huu.n
aur ik diivaar par nazre.n jamaa.e
Ammar Iqbal
Nazm
yaad-e-aligarh
magar merii nazro.n ko pahchaantii thii
agarche mire dil me.n vo bas ga.ii thii
Aabidullah Ghazi
Nazm
dharti ki sulagti chhati se bechain sharare puchhte hain
ye ruuhe.n kaisii ruuhe.n hai.n jo dhartii ko naapaak kare.n
aa.nkhe.n to uThaa nazre.n to milaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
an-kahi
teraa paikar mirii nazro.n me.n ubhar aataa hai
ko.ii saa.at ho ko.ii fikr ho ko.ii maahaul
Himayat Ali Shayar
Nazm
raat aur rail
aage aage justujuu-aamez nazre.n Daaltii
shab ke haibatnaak nazzaaro.n se ghabraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
fasle
us se tajdiid-e-mulaaqaat karuu.n
lekin us shaKHs kii maanuus gurezaa.n nazre.n
Amjad Islam Amjad
Nazm
sar-zamin-e-yas
nazre.n jhukaa letaa huu.n mai.n
KHud ko chhupaa letaa huu.n mai.n