SEARCH RESULTS
Showing search results for "palke.n"
Nazm MATCHES FOR "palke.n"
Nazm
itna malum hai!
dosto.n ko bhii kis uzr se rokaa hogaa
yaad kar ke mujhe nam ho ga.ii ho.ngii palke.n
Parveen Shakir
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
jab dilo.n me.n daaG chamakte the
jab palke.n shahr ke rasto.n me.n
Mohsin Naqvi
Nazm
koi aashiq kisi mahbuba se!
gard-e-ayyaam kii tahriir ko dhone ke liye
tum se goyaa ho.n dam-e-diid jo merii palke.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aaKHiri raat
palke.n aa.nkho.n pe jhuktii aatii hai.n
a.nkh.Diyo.n me.n khaTak rahii hai raat
Kaifi Azmi
Nazm
mujassama
abruu.o.n kii jhukii mehraabo.n me.n jaamid palke.n
jis tarah tiir kamaano.n me.n ulajh jaate hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
nura
na jaagii hu.ii sii na so.ii hu.ii sii
jhapaktii hu.ii baar baar us kii palke.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
parchhaiyan
sakuu.n-numaa KHam-e-abru ye adh-khulii.n palke.n
har ik nigaah se aiman kii bijliyaa.n lapke.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aadhi raat
ik ek kar ke fasurda charaaGo.n kii palke.n
jhapak ga.ii.n jo khulii hai.n jhapakne vaalii hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
din ke rup mein raat kahani
aur bhii saa.e the halke gahre
kaalii aa.nkho.n kii ghanerii palke.n
Meeraji
Nazm
husn-e-jaanan
agar vo palke.n zaraa sii khole
to yuu.n lagegaa ki KHvaab mahke