SEARCH RESULTS
Showing search results for "qissa-e-zulf-e-yaar"
Nazm MATCHES FOR "qissa-e-zulf-e-yaar"
Nazm
shoara-e-qaum se KHitab
ai shaa.iraan-e-qaum zamaana badal gayaa
par misl-e-zulf-e-yaar tumhaaraa na bal gayaa
Shah Deen Humayun
Nazm
sahab-e-KHanqah se
aa is taraf bhii aabid-e-shab-zinda-daar dekh
mauj-e-havaa me.n silsila-e-zulf-e-yaar dekh
Jauhar Nizami
Nazm
Tipu ki aawaz
phiikaa hai jis ke saamne aks-e-jamaal-e-yaar
azm-e-javaa.n ko mai.n ne vo Gaaza ataa kiyaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
ai habib-e-ambar-dast!
mahak rahii hai fazaa zulf-e-yaar kii suurat
havaa hai garmii-e-KHushbuu se is tarah sarmast
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
gurez
javaanii bhii sarkash mohabbat bhii sarkash
vo zindaanii-e-zulf-e-pechaa.n nahii.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
haw-hu
Dher miTTii kaa bas apnii pahchaan hai
saaya-e-zulf-e-barham me.n le chal mujhe
Tishna Barelvi
Nazm
professor
aur din ko vo college me.n pa.Dhaane se ziyaada
mashshaatgii-e-zulf-e-election me.n milegaa
Raza Naqvi Vahi
Nazm
shahid-e-hurriyat
na chhe.Do qissa-e-jaam-o-subuu ko
bachaa.o mai-kade kii aabruu ko
Shadan Barabankvi
Nazm
tinke ka sahaara
shikasta kivaa.Do.n se chhante hu.e
qaamat-o-zulf-o-ruKHsaar sab kuchh tumhaarii tarah hai
Jalees Najeebabadi
Nazm
raat ki rani
din me.n ye malgaje kap.Do.n me.n nazar aatii hai
raat me.n kartii hai aaraa.ish-e-zulf-o-ruKHsaar
Salam Sandelvi
Nazm
gagarin
sar-e-zulf-e-naahiid ko chhuu ke aanaa
dil-e-ibn-e-aadam kii dha.Dkan sunaanaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
gham ka baadal
Gam vo aa.iina ki jis me.n aks-e-zulf-e-ambarii.n
suurat-e-arz-o-samaa