SEARCH RESULTS
Showing search results for "qissa-e-zulf-e-yaar"
Ghazal MATCHES FOR "qissa-e-zulf-e-yaar"
Ghazal
jis jaa nasiim shaanaa-kash-e-zulf-e-yaar hai
naafaa dimaaG-e-aahu-e-dasht-e-tataar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
saudaa hu.aa hai jis ko ruKH-e-zulf-e-yaar kaa
kyaa KHauf us ko gardish-e-lail-o-nahaar kaa
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
ab to muqaabla hai ruKH-o-zulf-e-yaar me.n
hai fasl kaa mubaahisa lail-o-nahaar me.n
Nawab Nazeer Al-Daula
Ghazal
be-ravii o zulf-e-yaar hai rone se kaam yaa.n
daaman hai mu.nh pe abr-e-namat sub.h-o-shaam yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai zulf-o-ruKH-e-yaar tirii sho.abada-baazii
mahmuud saa faateh bhii hai maftuuh-e-ayaazii
Mohan Singh Deewana
Ghazal
naagin hai zulf-e-yaar na zinhaar dekhnaa
u.D u.D ke kaaTtii hai KHabar-daar dekhnaa
nayan sukh
Ghazal
laa.ii nahii.n payaam ko.ii zulf-e-yaar se
mujh ko shikaayate.n hai.n nasiim-e-bahaar se
Sirajuddin Zafar
Ghazal
dekhii jo zulf-e-yaar tabii.at sambhal ga.ii
aa.ii hu.ii balaa mire sar par se Tal ga.ii
Mirza Raza Barq
Ghazal
qissa-e-silsila-e-zulf na kahnaa behtar
pech-dar-pech hai KHaamosh hii rahnaa behtar
Haidar Ali Aatish
Ghazal
havaa ke ruKH pe khulii zulf-e-yaar lagtii hai
nasiim-e-sub.h bahut mushkbaar lagtii hai
Danish Noorpuri
Ghazal
gale se dil ke rahii yuu.n hai zulf-e-yaar lipaT
ki juu.n sapere kii gardan me.n jaa.e maar lipaT
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
chal kar na zulf-e-yaar ko tuu ai sabaa bigaa.D
andher hogaa us se agar ho gayaa bigaa.D
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Hasan Rizvi
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
rahtaa hai zulf-e-yaar mire man se man lagaa
ai naag tire haath ye kyaa KHuub man lagaa
Baqar Agah Vellori
Ghazal
qissa to zulf-e-yaar kaa tuul o taviil hai
kyuu.nkar adaa ho umr kaa rishta qaliil hai