SEARCH RESULTS
Showing search results for "raabta-e-naaz-o-niyaaz"
Nazm MATCHES FOR "raabta-e-naaz-o-niyaaz"
Nazm
lashkar-e-hind
jaa.o ai naaz-e-vatan dhaak biThaa kar aanaa
'azmat-e-qaum pe KHuun apnaa bahaa kar aanaa
Gulzar Dehlvi
Nazm
pahla jashn-e-azadi
ba-sad Guruur ba-sad faKHr-o-naaz-e-aazaadii
machal ke khul ga.ii zulf-e-daraaz-e-aazaadii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shikast
teraa saudaa.ii tire paas ba-sad-ijz-o-niyaaz
daaG-e-dil apne dikhaane ko chalaa aaya thaa
Niyaz Gulbargavi
Nazm
nawishta-e-pas-e-diwar
ye ra.ng-o-buu ye nazaare ye bazm-aaraa.ii
niyaaz-o-naaz-o-adaa husn ishq ra.anaa.ii
Sarwar Alam Raz
Nazm
mera nam
mere adaa-naaz fikr-o-nazar kii tarah
shaad aazaad o aabaad rahne kii raaho.n pe hai
Niyaz Haidar
Nazm
bata ai man
amiir-e-qaafila-e-naaz-e-eqtidaar hai kaun
shahiid kaun mujaavir sar-e-mazaar hai kaun
Anwar Abbas
Nazm
darbar1911
jaame se baahar nigaah-e-naaz-e-fattaahaan-e-hind
hadd-e-qaanuunii ke andar honorablo.n kii qataar
Akbar Allahabadi
Nazm
ek taswir
paikar-e-tamkanat-o-naaz-o-Guruur-e-baatil
dar-e-zindaa.n pe tashaddud kaa alam ho jaise
Muslim Shameem
Nazm
ek taswir
paikar-e-tamkanat-o-naaz-o-Guruur-e-baatil
dar-e-zindaa.n pe tashaddud kaa alam ho jaise
Muslim Shameem
Nazm
tanhai mujhe dekhti hai
ye gaate naachte logo.n ke jhurmuT
ishva o naaz o adaa se khii.nchte paikar
Waheed Ahmad
Nazm
aurat
tere jaur-o-sitam-o-naaz-o-talavvun ke qatiil
kaa.np kar kahte hai.n nairangii-e-qismat tujh ko
Azeemuddin Ahmad
Nazm
23-march azan-e-subh-e-niyaz
vahii navaa Duubtii shabo.n me.n
azaan-e-sub.h-e-niyaaz ban kar
Ashraf Javed
Nazm
sham-e-ayaadat
guzarte din hayaat-e-nau kii surKHiyaa.n liye hu.e
tamaam qaul aur qasam nigaah-e-naaz-e-yaar thii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
kahan hai aa ja
muntashir hone lagii anjuman-e-naaz-e-hayaat
ban gayaa KHvaab har ik manzar-e-aaGaaz-e-hayaat