SEARCH RESULTS
Showing search results for "ravish"
Nazm MATCHES FOR "ravish"
Nazm
aurat
jannat ik aur hai jo mard ke pahluu me.n nahii.n
us kii aazaad ravish par bhii machalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
is ravish kaa kyaa asar hai haiyat-e-taamiir par
ye to hujjat hai havaa kii quvvat-e-taamiir par
Allama Iqbal
Nazm
nama-e-jaanan
ko.ii maqtal ko.ii zindaa.n ko.ii pardes gayaa
chand hii the ki ravish jin kii judaagaana bhii thii
Ahmad Faraz
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
ravish-ravish hai vahii intizaar kaa mausam
nahii.n hai ko.ii bhii mausam bahaar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
haa.n baada-kasho aayaa hai ab rang pe mausam
ab sair ke qaabil ravish-e-aab-o-havaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
raqib
ravish ke saath hii nanhe se ek paude ko
shagufta ho ke sa.nvarte nikharte dekhaa ho
Meeraji
Nazm
mahatma-gandhi
rifaah-e-aam se raGbat hai aur matlab hai
anokhii baat niraalii ravish nayaa Dhab hai
Bismil Allahabadi
Nazm
baghi
shor-e-naala se dar-e-arz-o-samaa.n to.Duu.ngaa
zulm-parvar ravish-e-ahl-e-jahaa.n to.Duu.ngaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
bulbul
hazaar ruup yahaa.n rozgaar ne badle
tirii qadiim ravish dekhtaa huu.n bachpan se