SEARCH RESULTS
Showing search results for "ronaa"
Nazm MATCHES FOR "ronaa"
Nazm
ek aarzu
phuulo.n ko aa.e jis dam shabnam vazuu karaane
ronaa miraa vazuu ho naala mirii du.aa ho
Allama Iqbal
Nazm
munajat-e-bewa
jis ko na ho milne kii qasam kuchh
ronaa un ban-baasiyo.n kaa hai
Altaf Hussain Hali
Nazm
bewa ki KHud-kushi
umDii hai kaalii ghaTaa duniyaa Dubone ke liye
yaa chalii hai baal khole raa.nD rone ke liye
Kaifi Azmi
Nazm
ishq aur maut
farishte sikhaate the shabnam ko ronaa
ha.nsii gul ko pahle-pahal aa rahii thii
Allama Iqbal
Nazm
katik ka chand
in kii qismat me.n shab-e-maah ko ronaa kaisaa
in ke siine me.n na hasrat na tamannaa ko.ii
Ibn e Insha
Nazm
lori
teraa rah rah ke ye ronaa nahii.n dekhaa jaataa
ab tujhe duudh nahii.n KHuun pilaa saktii huu.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
fana
jaatii hai un kii qabr pe jis-dam mirii nigaah
rotaa huu.n jab to mai.n yahii kah kah ke dil me.n aah