SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaz-e-hunar"
Nazm MATCHES FOR "saaz-e-hunar"
Nazm
KHayal-e-KHatir-e-ahbab
KHilaaf-e-vaza.a ho bhuule se gar ye sher-e-'aniis'
sunaa.e 'saaz' ko.ii mere ham-nashiino.n ko
Abdul Ahad Saaz
Nazm
aligaDh uniwersity
markaz-e-ilm-o-hunar mai-kada-e-soz-o-saaz
sajda-e-shauq se aabaad hai rindo.n kaa haram
Anjum Azmi
Nazm
gulha-e-aqidat
qumriyaa.n miiThe suro.n ke saaz le kar aa ga.ii.n
bulbule.n mil-jul ke aazaadii ke gun gaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
judai
rage.n hai.n siina-e-hastii kii tilmilaa.ii hu.ii
hai aaj saaz-e-navaa-haa-e-KHuu.n-chakaa.n ai dost
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aansu
qiimat-e-arz-e-hunar kii KHaatir
istaqaamat, puKHtagii aur giraftagii-e-fikr laazim hai
Sahil Ahmad
Nazm
amar jot
varaq taariiKH ne tezii se ulTe
taGayyur le ke saaz-o-barg-e-ta.amiir-e-jahaa.n aaya
Zakiya Sultana Nayar
Nazm
shikast
jahaa.n se parcham-e-dast-e-hunar buland hu.aa
zamii.n aqiida-e-fardaa se laala-ra.ng hu.ii
Iftikhar Arif
Nazm
kaghzi hai pairahan
kaar-gaah-e-hunar se nigaahe.n churaa kar
zamaane ke naqsh-e-qadam dekhte dekhte
Sajida Zaidi
Nazm
taqaza-e-waqt
zaraa saa jauhar-e-'ilm-o-hunar se kaam to lo
khulaa hai mai-kada-e-fikr aa.o jaam to lo
Qamar Abbas Qamar
Nazm
mirza ghaalib
diid terii aa.nkh ko us husn kii manzuur hai
ban ke soz-e-zindagii har shai me.n jo mastuur hai
Allama Iqbal
Nazm
lenin
chehro.n pe jo surKHii nazar aatii hai sar-e-shaam
yaa Gaaza hai yaa saaGar o miinaa kii karaamaat
Allama Iqbal
Nazm
ghaalib
'Gaalib' teraa kalaam navaa-e-sarosh hai
ilhaam-e-Gaib-o-naGma-e-saaz-e-KHamosh hai