SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabab"
Nazm MATCHES FOR "sabab"
Nazm
shikwa
banda o saahab o mohtaaj o Ganii ek hu.e
terii sarkaar me.n pahu.nche to sabhii ek hu.e
Allama Iqbal
Nazm
nisar main teri galiyon ke
isii sabab se falak kaa gila nahii.n karte
tire firaaq me.n ham dil buraa nahii.n karte
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
andesha
baat niklegii to phir duur talak jaa.egii
log be-vaj.h udaasii kaa sabab puuchhe.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
dosti ka hath
to ab ye haal hu.aa is darindagii ke sabab
tumhaare paa.nv salaamat rahe na haath mire
Ahmad Faraz
Nazm
nazm
mai.n ne andaaze lagaa.e ki sabab kyaa hogaa
par mire tiir taraazuu bhii nahii.n hote the
Tahzeeb Hafi
Nazm
nazm
tirii talab kaa sabab sirf KHaalii-pan to nahii.n
ki tujh se raabta meraa zaruuratan to nahii.n
Balmohan panday
Nazm
zohd aur rindi
ik maulvii saahab kii sunaataa huu.n kahaanii
tezii nahii.n manzuur tabii.at kii dikhaanii
Allama Iqbal
Nazm
ai nae sal bata tujh mein naya-pan kya hai
be-sabab log kyo.n dete hai.n mubaarak-baade.n
Gaaliban bhuul ga.e vaqt kii ka.Dvii yaade.n
Faiz Ludhianvi
Nazm
roTiyan
is nuur ke sabab nazar aatii hai.n roTiyaa.n
aave tave tanuur kaa jis jaa zabaa.n pe naam
Nazeer Akbarabadi
Nazm
na jaane kya ho
baat niklegii to phir duur talak jaa.egii
log be-vajah udaasii kaa sabab puuchhe.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
uljhan
aa.o phir se la.D kar dekhe.n
shaayad us se behtar ko.ii aur sabab mil jaa.e ham ko