SEARCH RESULTS
Showing search results for "shah-e-mardaa.n"
Nazm MATCHES FOR "shah-e-mardaa.n"
Nazm
mujhe tum se mohabbat hai
tumhaarii shah-e-rag se bhii
mai.n ziyaada paas rahtaa huu.n
Ibn-e-Mufti
Nazm
saneha
kyaa ahl-e-dil me.n jazba-e-Gairat nahii.n rahaa
kyaa azm-e-sar-faroshii-e-mardaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aurat
to.D paimaana-e-mardaan-e-KHirad-mand bhii to.D
ban ke tuufaan chhalaknaa hai ubalnaa hai tujhe
Kaifi Azmi
Nazm
jamaliyat
jamaaliyaat me.n hai husn-e-kaar kaa jaaduu
jamaaliyaat kii tasKHiir kaar-e-mardaa.n hai
Wamiq Jaunpuri
Nazm
KHiraj-aqidat
sar-ba-sar ik muzhda-e-taskiin-e-mardaan-e-za.iif
quvvat-e-baazuu-e-yaaraan-e-javaa.n paidaa hu.aa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek sawal
hai.n kahaa.n parcham-e-shah-e-KHuu.n-KHvaar
rashk-e-jamshed faKHr-e-askandar
Niyaz Haidar
Nazm
yas o umid
vaaris-e-zor-e-shah-e-haidar-e-karraar hai tuu
kaun kahtaa hai tujhe jins danii hech-mabarz
Urooj Qadri
Nazm
zafar
vo shah-e-nek-nafs nek-nasab nek-nazhaad
vo shah-e-nek-nazar nek-nishaa.n nek-nihaad
Arsh Malsiyani
Nazm
KHudi ka raaz
mai.n ne to himmat-e-mardaan-e-KHudaa siikhii hai
mai.n ne TuuTe hu.e lahjo.n kii du.aa siikhii hai
Neel Ahmed
Nazm
ek aarzu
so ai zamaane ke baadshaaho
lo tum bhii dekho ye shaah-e-kaunain kaa asaasa
Khalid Mubashshir
Nazm
iqbaal
ab duur jaa chukaa hai vo shaah-e-gadaa-numaa
aur phir se apne des kii raahe.n udaas hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
inqilab
be-navaa terii badaulat kaamraa.n
shaah-e-zaalim tere haatho.n se KHaraab
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Nazm
marsiye
chaa.nd nikle kisii jaanib tirii zebaa.ii kaa
ra.ng badle kisii suurat shab-e-tanhaa.ii kaa