SEARCH RESULTS
Showing search results for "shamim"
Nazm MATCHES FOR "shamim"
Nazm
magar ye zaKHm ye marham
nahii.n jo mauj-e-sabaa me.n ko.ii shamiim-e-payaam
to ab sabaa me.n sabaa ke sivaa kuchh aur nahii.n
Jaun Eliya
Nazm
apni malka-e-suKHan se
parvaane ko vo kaun hai jo maantaa nahii.n
aur sham.a kis taraf hai ko.ii jaantaa nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
tah-e-nujum
chhalak rahii hai javaanii har ik bun-e-muu se
ravaa.n ho barg-e-gul-e-tar se jaise saill-e-shamiim
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
inqalab
shamiim-e-adl se mahke.n ye kuucha o baazaar
guzar bhii jaa ki tiraa intizaar kab se hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
doshiza malan
u.Dne lagii shamiim chhalakne lagaa suruur
khilne lage shaguufe chahakne lage tuyuur
Kaifi Azmi
Nazm
gulzar-e-watan
ek ek gul me.n phuu.nke.n ruuh-e-shamiim-e-vahdat
ik ik kalii ko dil ke daaman se de.n havaa.e.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
nazr-e-Khaalida
phir idhar aa.e na aa.e ye shamiim-e-jaa.n-fazaa
phir mayassar ho na ho aisaa samaa.n aisii havaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dilli pe qurban
shamiim-e-gulsitaa.n dillii pe qurbaa.n
zamiin-o-aasmaa.n dillii pe qurbaa.n
Izhaar Malihabadi
Nazm
aaj
husn is darja nashaat-e-husn me.n Duubaa hu.aa
a.nkh.Diyaa.n be-KHud shamiim-e-zulf diivaanii hai aaj