SEARCH RESULTS
Showing search results for "sifat"
Nazm MATCHES FOR "sifat"
Nazm
shikwa
mahfil-e-kaun-o-makaa.n me.n sahar o shaam phire
mai-e-tauhiid ko le kar sifat-e-jaam phire
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab taar-e-hariir-e-do-ra.ng
jis se banaatii hai zaat apnii qabaa-e-sifaat
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
falak-nashii.n sifat-e-mehr huu.n zamaane me.n
tirii du.aa se ataa ho vo nardbaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
jis roz qaza aaegi
kis tarah aa.egii jis roz qazaa aa.egii
KHvaah qaatil kii tarah aa.e ki mahbuub-sifat
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
mirii tahriir me.n terii sifat hai
merii har baat hai taariif terii
Chandra Shekhar Varma
Nazm
biwiyan
qai.nchii-sifat zabaan chalaatii hai.n biiviyaa.n
Tar-Tar se phir dimaaG dukhaatii hai.n biiviyaa.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
shama
bazm-e-jahaa.n me.n me.n bhii huu.n a sham-e-dardmand
faryaad dar girah-e-sifat daana sipand
Allama Iqbal
Nazm
har-chand meri quwwat-e-guftar hai mahbus
begaana-sifat jaada-e-manzil se guzar jaa
har chiiz sazaa-vaar-e-nazaara nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Nazm
diwali
us paikar-e-KHuluus kii vaalaa sifaat kii
chaudah baras ke baa'd jo aayaa vatan me.n raam
Arsh Malsiyani
Nazm
ai hijr-zada shab
mahke the jahaa.n phuul-sifat rang kisii ke
us KHaak kaa har ruup mire vaaste zindaan
Amjad Islam Amjad
Nazm
mahmud-o-ayaz
kabhii kabhii use hotaa hai apnii zaat pe naaz
kabhii ghamanD liyaaqat pe aur sifaat pe naaz
Shauq Bahraichi
Nazm
dar-guzar
baaG-e-aasaa.ish hastii bhii dikhaayaa mujh ko
ko.ii shaddaad-numaa thaa ko.ii namruud-sifat
Shaz Tamkanat
Nazm
kursi
kuchh is adaa se ye dilkash sifaat chaltii hai
kisii ra.iis kii goyaa baraat chaltii hai