SEARCH RESULTS
Showing search results for "siina"
Nazm MATCHES FOR "siina"
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
siina-e-dahr ke naasuur hai.n kohna naasuur
jazb hai un me.n tire aur mire ajdaad kaa KHuu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saqi-nama
dil-e-tuur-e-siinaa-o-faaraan do-niim
tajallii kaa phir muntazir hai kaliim
Allama Iqbal
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
meraa vatan vahii hai meraa vatan vahii hai
bande kaliim jis ke parbat jahaa.n ke siinaa
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq kii taqviim me.n asr-e-ravaa.n ke sivaa
aur zamaane bhii hai.n jin kaa nahii.n ko.ii naam
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
saamne taqdiir ke rusvaa.ii-e-tadbiir dekh
muslim astii siina raa az aarzuu-aabaad daar
Allama Iqbal
Nazm
kisan
kaun hal zulmat-shikan qindiil-e-bazm-e-aab-o-gil
qasr-e-gulshan kaa dariicha siina-e-giitii kaa dil
Josh Malihabadi
Nazm
mujassama
resha-e-sa.ng se khii.nchii hu.ii zulfe.n jaise
raaste siina-e-kohsaar pe bal khaate hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
himala
ek jalva thaa kaliim-e-tuur-e-siinaa ke liye
tuu tajallii hai saraapaa chashm-e-biinaa ke liye
Allama Iqbal
Nazm
hinDola
yahii.n gharo.ndo.n me.n siitaa sulochanaa raadhaa
kisii zamaane me.n gu.Diyo.n se kheltii ho.ngii